Aaj ke post main aapko blogspot me link ko add karne ke bare me bataunga.Jahan per aap apne Blogspot ki post me dusri post ke link add Kaise kiya Jata Hai
Iske bare mein pure vistar se janenge.Aur yah seo liye bahut hi jaruri hai.Aap mera he post ke link add kiya huya dekh sakte hai.
Aapke site ke jitne bhi post link Add kiya jata hai.us link ko internal link Kahate Hain aur aapke site mein jitne bhi kisi dusri site se link add kiya jata hai
to use external link Kahate Hain. main Kisi dusri post mein internal link external link ke bare mein pure details mein janenge.
Yaha per aapko Mein Shirf blogger post me link ko add Karne ke bare mein Sikhaaunga. Jisse aap apne blog ke kisi dusre post ke link asani se add kar sakte hai.
aur add karne me Aapko Koi pareshani Hone Wali Nahi Hai.To aaiye Ham Uske bare mein Jante Hain.
Read More:- Blogger ke footer credit remove kaise kare
Read More:- Blog par new post kaise kare
Blog Post Me Dusri Post Link Add Karne se Labh kya hai?
Blog post Me dusri post link add karne se Hamare Jo reader Hote Hain Uske dusre page per Jaane Mein Koi pareshani Nahi hoti hai.
Uske sath hi Jab visitors Hamari post ke dusre link per jaate hai Aur Hamare site per Jyada time bitate Hain to hamare bounce rate bhi kam Hote Hai.
Aur isse Hamare do fayda hai ek hamara website ke traffic bhi badhta hai aur dusra Hamare website ke search engine ranking bhi acchi hoti hai
isliye hame blogger post me link ko add Karna bahut Jaruri Hota Hai.Ab aapke Man Mein Ek Sawal uth Raha Hoga Ki Bounce rate Kaise kam ho sakta hai.
jo Hamare visitors hai ek Post dusre post per Jaate Hain to hamare site ko aur Adhik Samay bitane ki vajah Se Hamare website ke bounce rate bahut kam Ho Jaati Hai.
Yani ki Hamare site per jitne der Bistar rukenge uatane Hi Hamara bounce rate decrease Hogi Aur Hamare site ke Alexa rank bhi improve Hogi.
Read More:- Feedburner per account kaise banaye
Read More:- Blog Content Chori hone se Kaise Bachaye
Blogspot Post Me Dusri Post Ke link Kaise Add Kare?
Blog ki Post me another post ka url add karna bahut hi Aasan hai.Bus aapko bataya Hue step ko follow karna hai.To aaiye Iske bare me Jante Hain Ki Kaise add Karte Hai.
1.Sabse pahle aap apne Blogger Database me jaye.
2.Aap aapko new post likhne ke option par jaye
4.Agar aap publishe Kiya Hua article me Link add karna chahte hai to aap edit par click Kare.
Ab aapke destop par ek popup windows open Hogi Jisme aapko dusri blog post link add karna hai.Bus aapko Mere dwara bataya Hue step ko follow karna hai.to aaiye ham jante Hai.
1.Text To Display:- Yaha par aap apne blog a title likhe Jise aap apne post me add karna chahte hai.
Aur app Apne title ko Hamesha long Me hi likhe Kyunki a title aapke blog post Me Show hoga.
2. Link to- To what URL shoud this link go:- Isme aapko Apne blog ke post link add karna hai. aap apne hisab se post link rakh sakte hai.
3. Web address:- Agar aap Post link add karna chahte hai to web address check box me tick Kar dijiye. Pahle Se Hi tick rahata hai aap ese dekh le.
4. Email address :-Agar aapko post me email add karna hai to aap kar sakte hain.
5.Test this link:-Aap is option per click Karke dekhte hain ki aapane jo link add kiya hai vah kam kar raha hai ya nahi to Aap ek bar ise Jarur check Kare.
6. Open this link in a new window:- Agar aap Chahte Hai Ki Jab aapke Koi post padhei to is link per click Karke Ek new Windows open ho. to aap ise tick kar sakte hai.
7.Add ‘rel=nofollow’ attribute:- Agar aap Chahte Hai ki aapke post search engine Me index Na Ho to Check box par click kijiye.Hoga ki aapke post search engine Me Hide Ho Jayega.
8. Last me aap ok par click kijiye.
Mujhe ummid Hai Ki aapko blogspot me link ko add kaise kiya jata hai aapko Puri samajh me aa gaye.Agar aapko Mere dwara likhe Gaya post Me Koi Galti hai to aap comment ke Madhyam se sudharwa sakte hai.
Agar aapke pass thoda Samay Hai To is post ko social media par kar karna na Bhule Kyunki aapko Ek share se aapke dost ya rishtedar ke help ho jayega.