aapko bataunga ki Feedburner par account kaise banaye aur aap apane website me feedburner kaise lagaye.
ye feedburner ko lagane se ye faida ki aap apane old visiter ko Email par post ko delivery kar sakte hai.
or ye Email delivery karne ke liye sabse jyada popular service hai.isme kisi prakar ke sak nahi hai or main
ye kahana chahunga ki es service ke use har blogger kare apane blog par Feedburner ke use karne se blog par traffic bhi increase hogi.
or new post ke notification old visiter ke pass pahuch jat hai .yadi apane tay kar liya hai ki aap apane blog Feedburner ko kaise lagaye to aap ye post pura padhana haga.
Feedburner ek popular email delivers hai mere hisab se esko har bloggers use karte hai apne old visiter ke pass new post ko padhane ke liye or esko use karne wale me se ek main bhi hu jisko abhi tak se use karta hu.
ye service bilkul free hai aap es par new account bana karke aap apne old visiter ke new post ke notification ko pahucha sakte hai.account banne ke liye aap neche ke step ko follow kijiye.
∎ Blog me https ko enable kaise kare
Feedburner kya hai?
FeedBurner ek service hai jo ki old visiter ko Email ke dowra notification uske email par pahuchata hai.feedburner ek dum free service hai kyoki google ke service hai
jise google ne website ya blog ke liye new notification send karne ke liye banaye hai.bas aapko apne blog se se esko jod(connect) karke aap apne new post ki delivery apane sabhi old visiter ke tak pahucha sakte hai.
or aap esse apne blog ke subscriber ko dekh skte hai.or aapke new post par visite karega or aapke blog ke traffic bhi increase bhi hogi.
Bahut se blogger jo ki apne blog par RSS ke use karte hai.jisme se khuch bloggers apne blog par paid jaise ki awber service ko use karte hai.but ye Feedburner ek aisa service hai jo ki sabse jayda use karte hai.
iske liye aapko apne blog par ek subscriber widget ko lagani hoti hai.jise aapke visiter ko ye post pasand aaye or aapk blog ke next post ke liye subscribe kar le.or aap jab bhi apane blog par new post ko likh kar update kare
to aapke post ko feedburner us post ke notification un sabhi readers ke pass send kar dega.or jin log aapke blog ko subscribe kiya hoga to uske pass aapke new post pahuch jayega.
Feedburner account kaise banaye
FeedBurner ek popular free email delivery service hai.or ye service google apne blogger ke platform ke liye banaye hai.taki ye service ko blogger par blog banaye huye user apne blog ke liye use kar sake.
or new post ko old visiter ke pass pahuchane me koi preshani na ho sake.yadi aap blogger par hai to main aapko suggested karunga ki aap feedburner ko use kare.to aaiye jante hai ki
kaise feedburner par account banate hai.
∎ Bounce rate kya hai
step 1.
aapko sbse pahle Feedburner website par jaye uske bad aap apne google account se login kijiye.
yadi aapke pass gmail account nahi hai to aap sabse pahle gamil account bana lijiye
1.Ab aapko "Burn a feed right this instant" ke niche feed me aap apne website ke url ko daliye.
2.I am a podcaster par tick kare
3.uske dono ho jane ke bad aapko NEXT button par click kar dijiye.
yadi aapko samhjh me nahi aaye to aap screenshort me dekh sakte hai.
step 2.
jaise hi aap next button par click karte hai aapke ek page open hoga to usme aap se pucha jayega ki aap email delivery karna chahte hai ki aap comment ke liye aap Feedburner ke service start karna chahte hai.
to main email delivery ke liye use kar raha hu. aap imge me dekh sakte hai.
1.yaha pa aapko tick karna hai.
2.uske bad aap next button par click kar dijiye.
step 3
phir aapke ek page open hoga to usme aapko apne blog ke title or url ko dal kar set karna hai.
1.yaha par aapko apne blog ke name ko set karna hai.jo mail ke sath aapke post ke title hota hai.
2.ab aapko apne blog ke liye Feedburner Url ko add kare.
3.uske bad aap next button par click kare.
step4.
ab aapke FeedBurner par account ban gaya hai.ab aapke jo page open hoga to usme aapko congrats likh hoga.
1.uske bad aapko next button par click kar dijiye.
∎ Blog post me code box kaise lagaye
step 5
1.next button par click kare
step 6
1.next par jaise hi aap click karte hai to aapko clickthroughs ke par-tick kare.
2.Iwant more par-tick kare
3.uske bad aap next button par click kar dijiye.
ab aapke FeedBurner par account ban gaya hai bas aapko apane FeedBurner ke url ko apne blog me lagana hai. to aaiye jante hai ki kaise lagate hai.
∎ Website ke virus check kaise kare
Feedburner Feed Url Ko Blog Me Kaise Lagaye
yadi aap apne blog me FeedBurner ke url ko nahi lagate hai to aapke FeedBurner par account banane ke koi faida nahi hai kyoki aapke new post
ke email delivery visiter ke pass kabhi nahi pahuch payega.to eske liye aapko apne blog ke stting me ja karke FeedBurner ke url ko dalna hota hai.
1. sabse pahle aap apne blogger me login ho jaye.
2.uske bad aap setting par click kare.
3.ab other par click kare.
4.uske bad aapko Feedburner feed url ko add kijiye
5.add karne ke bad aapko save button par click karke save kijiye.
jab aap apne blog par new post ko publish karte hai to aapke Feedburner aapke post ko sabhi subscriber ke pass pahucha dega.or aapke post par
visiter click karke padh skte hai.
Asha karta hu ki aapko Feedburner kya hai ye post bahut hi pasand aaye hoga yadi aapko ye post pasand aaya hai to aap hamre blog ke next post ke liye subscribe kar lijiye kyoki main aise hi post ko har roz apne blog par publish karta hu.
yadi aap se koi feedburner ko add karne me preshani ho rahi hai to aap mujhe comment kar sakte hai main aapke preshani ke solve kar dunga.
tab tak ke liye thanks milte hai next post me.
Tags
BLOGSPOT