Blogspot template se footer credit kaise remove kare, Blog banane ke bad use professional look Dene ke liye aapko template ko design karna hota hai.
Jab aap free template use karte hain to Aapko pata hi hoga footer credit me theme creator ke Naam Hote Hain,Jab aap powered by removed Karte Hain To blog redirect ho kar template ke Official website per pahunch jata hai.
To main aapko Yahan per bataunga ki blogger template se footer credit kaise remove kiya jata hai.
agar aap Aise pareshani ke Samna kar rahe hain to Mere dwara bataega trick follow karke aasani se aap footer credit link remove kar sakte hain. aur ye tricks 100% work karegi.
Aur Main is tricks ko istemal kiya hun isliye maine socha ki kyo na iske bare mein aapko pure vistar se bata du ki Kaise kaam karti hai.
Footer credit link kya hai?
Jab Koi website template banati hai to we Apna footer credit link add Jarur karti hai. Kyunki Logo Ki Pata Hona chahie ki is website ke template Honar ne banaya hai.
Aur uske sath sath Uske website ke promotion bhi ho jaati hai aur aapke blog Ke jariye Ek Do follow backlink mil jaati hai.
Akshara ye tricks template creator website isliye use karti hai ki jo bhi bloggers Uske free theme ko Istemal Kare. To uske sath sath Ek Do follow backlinks bhi mil jaati hai aur uske alava uska website bhi promote ho jati hai..
To aap samajh Chuke Honge ki footer credit link-template website Kyo add karti hai.
1.Website free promotes ho jaati hai.
2.pawerfull do-follow backlink
Theme creator website powered by Ko rakhna bhi jaruri hai.Kyunki Kafi Sare mehnat Karke Ek free template pradan karti hai isliye use Kuchh labh na ho To hume free templates Kyon pradan Karegi.
isliye use website ko Footer credit Me Apna link add karna bahut jaruri hai.
blogger se footer credit link remove kyo kare?
Footer credit link use website ko rakhne se hamen koi nuksan nahi hone wala hai,Lekin jo Hamare redears hai usko hamari website unprofessional dikhai deta hai.Isliye Hame template website copyright credit link remove Karna Hota Hai.
Agar aap credit link ko remove nahi karna chahte hain to aapko Koi nuksan Nahin hoga. Vaise aap apne blog ko professional dikhane ke liye remove kar sakte hain.
Free Theme se Credit Link Remove Kyo Nahi Hota Hai?
Credit link remove isliye nahi kar sakte hain Kyunki aap ke blog ke jitne bhi readers hai aapke website Se redirect ho kar template created website par chale jaenge.
Isliye aap credit link remove karne ki Prayas na Kare.Kyunki Jab aapke website par koi bhi visiter rahega hi nahi to vaise power by remove karne se aap ka Labh kya hai.
Agar aap template by Karte Hain To Kuchh Bhi chhedchhad Na Kare Aur Aisa karne se aapke website negative effect Padega. Ya ho sakta hai ki aap ko fir se template by karna padega.
Agar aap Creditt link hide karna chahte hain to aap aasani se kar sakte hain.hide Karne se template Ke footer link hide ho jata hai.Lekin template design website ka backlink Milte Hi rahata Hai.
aaj ke Samay Mein paise template a Raha Hai ka hide karna bhi Chahte Hain to hide Nahi Hota hai.To main aapko pahle Hi Bata chuka hun ki aap templates se footer credit link remove kaise karte hain, aaiye ham Iske bare mein Jante Hain.
Read More:- Blog Kaise Banaye
Read More:- Google Keyword Planner kya hai
Blogspot Se Footer Credit Link Kaise Remove Kare?
Blog me footer credit link hide Karne se pahle aap ek bar credit link remove Karke dekh Lijiye ki aap ka free theme me credit link remove Ho raha hai ya fir aapke blog redirect ho raha hai.
Agar redirects ho raha hai to aap mere dwara bataya gaye tricks ko follow kijiye. To Aaiye Ham Jante Hain.
Sabse pahle aap is code ko copy kare
1.Sabse pahle aap blogger database me jaaye.
2.Uske bad aap Theme>>Edit Html par jaye.
3.Ab aap html me kahi par click karke Ctrl + F Ek sath press kare uske bad aapko Search Bar open ho jayega.
4.Ab aap search bar me Designed by/created by ko find kijiye.
5.Jaise hi aapko html me ye mil jayega.to aapko ’’container Row’’ ek <div> Theek uske upar show hoga.To aapko Do Bar Enter press Karna hai.
6. uske bad aap Jo code copy Kiye Hain usko Aap Yaha per paste kijiye.
7. ab aap Save Button par click karke save kijiye.
Aap Is Tarah Se Apne blog Ke footer credit hide kar sakte hai. aur Trics 100% kam karta hai Agar aapka footer credit abhi bhi remove Nahi Ho Raha Hai To aap Ham Ek comment ke Jariye apna pareshani bata sakte hain aur mein pura koshish Karunga Ki Aapka bhi footer credit remove ho jaaye.
Mujhe ummid Hai Ki aapko yah post bahut pasand Aaya Hoga Agar aapko post pasand aaya hai to aap is post ko social media par share karna naa Bhule, Kyunki aap is post ko social media per share Karte Hain To ho sakta hai ki aapke dost ya ristdaar ke Help ho jaaye.