blogger blog me template kaise upload kare

Blogger Blog me Template kaise upload kare puri jankari


 hello dost main es article main AAP log ke butane wala hu ki AAP apane Blogger Blog me Template kaise upload kare ko  kaiser legate hain.

dosto es article ko pure achhe Tarah read kar lijiye. aap apne blogger blog me template Asani se Laga sakte hain. eske saht hi theme ko friendly kaise Bana sakte hain.uske bare main AAP log ke es articles me bataunga.
blogger blog me template kaise upload kare

Blogger Blog me Template

dosto internet par wedsite banane ke liye hum log  blogger ya wordpress ko use karte hain jisse wedsite asani se bana sakte hain aur kuch earning kar sakte hain.

but kuch aise bhi  aise bhi hain jo b logger ke basic template ko hi use karte to uska blog to run karta hi hain lekin Good nahi dikhata hain.jski vajah se blog ko RESPONSIVE nahi milta hain.

jiske vajah se blog par ek bar visiter aate hain lekin dubara nahi karta hain.

aur aise me wah aapne blog se jyada EARNING Nahi Karte hain| AAP es liye a pane blogger ke blog par ek ATTRACTIVE AND RESPONSIVE ko   template ko install kare

 jo ki aapke template/theme yadi mobile,i paid, laptop, desktop me OPEN hoke to achha se OPEN hoke jo bi aapke blog par visiter aane to READ Karne me Asani ho.

Blogger Blog me Template kaise upload kare

Blogger Blog me Template kaise upload kare ko install karne ke liye aake pass ek GOOD template hona chahiye

aap log internet se template par aapko bahut template mil jayega.kuch template free hota hain


aur kuch PAID hota hain.aapko jo bhi pasand hain aap le sakte hain.

yadi AAP BEGINNER hain to aap free me templeta ko USE kar sar sakte hain aur aapke kuch earnig


hone lage to aap 50$-80$ tak ke templeta pruches kar sakte hain,jisse aap templeta GOOD tarah se 
WORK kar sake.

1.step
    sabse pahle aap aapne blogger me login kar lijiye aur aap aapna databoard
open ho jaye.
2.step
  open hone ke bad aapko THEME par click kijiye, aapko pahle main bata data hu yadi aap wedsite ko desing ko change karna chahate hain to aapko theme option par jana hoga

yadi aap apne wedsite ko FACILITY WIDGET ko add karna chahte hain to THEME section par jana hi hoga.



3.step
  back/restore par click Karte Hain to theme section ka popup open Hoga jaise
hi AAP uske bad app ko UPLOAD PREVIOUS template ko preview show Hoga.to uske bad aapne jo template download, 

Kiya Hain usko installs Karna Hain to aapko thik CHOOSE FILE ke niche UPLOAD par click karenge.to aapko computer/laptop ke file me le jaiga to aapne Jaha par templeta Rakha Hain to us par AAP DOUBLE click karke upload kar lijiye.

NOTE:  jab aap internet se kisi bi templeta/theme ko download karenge to aapka ZIP FILE me hi hoga to aap us zip file ko EXTRACT kar lijiye.Blogger Blog me Template

dosto aapka blogger blog me templete intall ho chuka hain. ta aap apne new theme ko preview kar ke dekh sakte hain ki new theme kaisa dikhata hain.

blogger blog me templeta ko mobile friendly kaise kare


dosto aapne new templeta ko istall kar liye hain ab aapko aapna theme mobile
 me kaise dikhai de to aap mobile ko kuch setting karna hain

 jo ki jaisa aapke
laptop me  theme dikhei deta hain waisa hi mobile me bhi dikHAI DE.Blogger Blog me Template

1.step
    ab aapko mobile me theme ko setting karna hain ki mobile me jab bhi open hokhe to accha dikhai de to aapko SETTING KE icon par click karte hi ek new popup windows open ho jayega to aapko popup windows ko mobile friendly bana sakte hain.
2.step
   jaise hi aap setting par click karte hain to aapke  samane do popup box open
hoga.

Yes Show Desktop Theme On Mobile Option
No Show Desktop Theme On Mobile Option
 to aapko simple sa yes show desktop theme on mobile par click Karna hain. 

jab app click karke setting Karte Hain to aapke jaisa laptop me dekhai deta Hain to waisa hi  dikhai dega
In Conclusion
to aap es Tarah se apane theme ko set kar sakte Hain or aapna new theme ko look de sakte hain.our AAP ke blog par viewer Asani se visit kar sakte Hain our aapke blog look ek dum sunder ho Gaya Hain aapke blog par visiter aana Bhi pasand karenge.


   hume aaplog par pura umid karta hu ki ye artical aapke pasand aaya hoga
yadi aap aisa hi post read karna chahte hain to hamare wedsit par aakar visit 
karte rahiye.
   

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form