Blogger Blog Par Post Content Chari Hone Se Kaise Bachaye


Is post me main aapko batayenge ki aap apne post content chori hone se kaise bachaye.jab hum apane blog par post likh kar publish karte hai to usi time aapke blog ke post copy karke we apane blog par publish kar sakta hai.


but jo hamare blog ke post ko karke apane blog par jo publish karta hai to uska nukasan hi hota hai.lekin uske sath-sath aapke bhi bahut bada nukasan hota hai to aap soch rahe ki akhari we to hamara post hai nukasan kaise hoga.

 to aapko is sawal ke jawab aap is post me mil jayega.to aaiye jante ki kaise.



post content chori hone se kaise bachaye


jab aapke post ke content copy karke we apane blog par jab publish kar deta hai to search engine ke jo ROBOT hote hai to we copy kiye huye post ko orginal samjh jate hai or we aapke orginal post ko copyright samjh jate hai.

jiske wajah se aapke ranking low ho jati hai or jo aapke post ko copy karke apane blog par publish karne wale ko ranking high ho jati hai.but "ek kahawat hai ki koi kitana hi bada chor kyo na ho usko ek naa ek din pakada jan hai"

jaise kisi bhi search engine ko pata chalta hai to usi time aapke blog website ko block kar deta hai.to eske liye aap copy paste disble kijiye.

Backlink check karne ke liye tools

copy paste karne wale sabse jyada hindi blogger hai jo ko starting me old blog ke jaise we apane blog ko smart banana chahte hai isi wajah se we old blogger ko content copy karke we apane blog par publish kar dete hai.

but aisa karne se uska search engine se traffic to milta hai.but kuch hi din milta hai jaise hi search engine ko malum hota hai to aapke usi time block kar dete hai.

yadi aap sach blogging ke carear me aana chahte hai to aap kisi dusre blogger ki content copy past mat kijiye.yadi aap bhi kisi ke copy paste kiye hai to ab se  aap apana aadat ko sudhar lijiye.

Blog me google sitemap consol submit kaise kare

or aap apane blog par jo kuch likhana chahte hai aap apane man se likhiye.aap uske bare me jo kuch likhana chahte hai. to aap apane hisab se likhe.but aap kisi dusre ke copy paste mat kijiye.

yadi aap apane hisab se post ko likh kar aap apne blog par publish karte hai to aapke knowledge bhi badhata hai.or aap ek na ek din kamyab ho hi jayenge.

iske liye aap deside kar lijiye jo kuch likhenge we aap apne man se likhenge.or ha aap chahe to jis par aap post likh rahe hai to aap dusre post se idea le skte hai.


yadi man lijiye ki aap jo apne blog par post ko likh kar publish kar diye.to kahi aapke post kisi dusre website blog se to match nahi kar raha hai.kyoki aapke likhane ke trika uske post se to nahi mil raha hai.


 to post ko check kaise kare ye post ko padhiye or aap apne content ko copy hone se bachaye.kyoki main is post me content ke bare me bahut hi achhe tarike se bataye hai.


 jab aap check karte hai to aapko pata chal jata hai ki aapke content kis site se match kar raha hai to aap usko edit kijiye.



to aap apne blog par publish kare.to aaiye jante hai post content chori hone se kaise bachaye aapko niche bataye gaye step  ko follow kijiye.


Post Content Chari Hone Se Kaise Bachaye

Feedburner par account kaise banaye

Agar aap apne website ya blog ke content ko safe rakhana chahte hai to aap niche bataye gaye step ko dhayan se padhiye or samjhiye.

1.sabse pahle aap ye code ko copy kijiye.





1.Ab app apne blogger me login kijiye.
2. uske bad aapke database open ho jayega to aap layout par click kijiye.

3.layout par click karne ke bad aap add a widget par click kijiye.

4.uske bad HTML/Javascript par click karke open kijiye.

Email delivery time change kaise kare

 5.jo upar code diye gaye hai to aap us code ko copy kar isme paste kijiye.yadi aap samjh me naa aaye to image me dekh sakte hai.

6.paste karne ke bad SAVE button par click kijiye.

Ab aap apne blog ke post copy paste disable kar liye hai.ab aap apne blog ke post check kar sakte hai ki copy ho raha hai ki nahi.yadi aapke koi problems ho rahi hai to aap mujhe comment kar sakte hai.



  
ASha karta hu ki aapko ye post padhane ke bad bahut hi pasand aaye hoga agar post pasand aaye to aap hamare blog ke subscribe kar sakte hai.kyoki main aise hi post ko apne blog par update karte rahte hai.

tab tak ke liye aapko thanks milte hai next post me

  

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form