Blogspot Me Https Mixed Content Kaise Fix Kare

blogspot me https mixed content kaise fix kare:Blogspot ye platform new blogger ke liye blog banana bahut hi achha platform hai.kyoki aap es blogger blog aap free me bana sakte hai ye product google ka hai 

jo ki blog banane ke liye free provide karta hai.or uske sath-sath aapko free me https security bhi deta hai.but aapko isme kuch mix content error hote hai jinko fix Karna Hota hai.

to main aapko es post me mix content ko fix karne ke bare me bataunga ki mix error ko kaise fix karte hai. 
blogspot me https mixed content kaise fix kare

yadi aap bhi blogger ke user hai to aapko ye post bahut he help full hogi.kyo mix content error ko kaise fix karte hai.eske bare me jankari pa karke yadi aap https ko fix nahi karte hai 

to aapke blog http ke sath open ho jata hai.eska matalav ye hai ki aapke blog secure nahi hai eske liye https ko fix karte hai.or ye http ko patane ke liye bahut hi asan hai.

mix content ko fix karna bhi bahu easy hai.to ye sab janne ke liye aapko ye post ko sure se lekarke last tak padhiye.



mix error content kya hai

    Ads unit kaise banaye

    SEO kya hai

jab koi internet par page SSL certificate se secure hota hai or https ke sath open hota hai we green color ke open hota hai.yadi green color ke sath open nahi hota hai.aise me we page http ke sath open hota hai.jise mix content error issue kahte hai.


 eska shidha ye resoan hota hai ki aapke blog ke content http:// ke sath hai kyoki jab koi aapke ke link par click karta hai to HTTPS:// ke jagah par http:// open ho jata hai.

to aapke blog par mix content error show ho raha hai.or ye aapke blog ki kisi me bhi ho sakta hai.jaise ki style sheets,script,images,video me bhi ho sakta hai

iske blog me hone se blog par bura parbhav padata hai.yadi aap es problems ko solve karna chate hai.to aap apne blog ke THEME ki Edit html coding me  layout gadget and other me ja karke  source code ko palace yani ki aapko http se https ko palace karna hoga. to aaiye eske bare me or jante hai.


HTTPS mixed content error ko pata kaise kare


isko pata karan bahut hi simple hai.aap apne hi internet browser se pata kar sakte hai.main chrome browser se pata karne bare me  pura details me bataunga ki kaise karte hai.chaliye jante hai.

1.sabse pahle aap apne laptop/computer ke Chrome browser me blog ke open kijiye.
2.ab aap right site me url ke samane three-point wale mene  icon par clik kijiye.
3.Ab aap More Tools >>>>Developer tools par jaye

4.Ab Console ko select karke Cntrl+Shift+J key button dabaiye.

5.Ab aapke javascript open hoga.or aapke sare mix content ke error show ho jayega.example ke liye aap screenshot me dekh sakte hai.

yaha par aap unsecured script request and insecure link url ki list mil jayega.yadi aap apne blog ke HTTPS security enable  karke rakhe hai.to aap bhi check kar lijiye ki kahi par aapke bhi to blogger mix content error to nahi hai.

 Sabhi post me ads kaise lagaye


 Backlink kaise check kare

Blogspot Me Https Mixed Content Kaise Fix Kare


Aapko post padhane ke bad to pata chal hi gaya hoga ki mixed content error ko kaise pata karte hai.or mixed content error kya hai.or blogger me pata kaise kar sakte hai.

ab isko kaise mixed content error karte hai identify karne se bahut better hota hai.esko fix karne ke liye aapko template coding, layout widget, posts content se aapko http:// ke jagah par aapko Https:// ko set karna hai.yadi aap fix karana chahte hai to aap step by step follow kijiye.


Fix Mixed content Errors in Blogspot theme


fix karane ke liye aap step ko follow kijiye.
1.sabse pahle aap blogger ke database me jaye.
2.Ab aap >>THEME<< par aap click kare.
3.phir se aap >>EDIT HTML<< par click kare
uske bad aapke html coding open ho jayega

 to aapko code me kahi par click karke aap apne keypad se CTRL+F button ko ek sath
press kare.press karne ke bad aapke ek search box open hoga.

to usme aap type kare Http:// ko search kare uske bad aapko Https:// ko repalace kare.yani ki aap Http ke jagah par aap s ko replace kar dijiye.or aap ye kam carefully edit kare warna aap mistak karte hai to aapko save nahi haga.


 Fix Mixed Content Error in Blogspot Layout Widget / Text area.


thik aapko usi tarah se apane blogger ke database me jaye layout me ja karke aap bari-bari se sabhi layout me ja karke aap http:// ke jagah par https:// ko repalace kare.

jaise ka aap weight,sidebar, javascripts.footer ya aap jo aap add kiye hai usko aap https:// ko fix kijiye.


⃣  Search engine me blog ko submit kare

⃣  Domain name kya hai

Update Blogspot Post Editor to Fix Mixed Content Errors


mixed content issue aapke blog ke kisi bhi post me ho sakta hai.yadi aap fix karna chahte hai.to aap step ko follow kijiye.

blog ke jis post me none secure hai to aap edit ke option par ja karke HTML  section par click kare uske bad me aap https:// ko search karke aap Https:// ko set kijiye.

1.go to blogger dashboard>>post<<edit option and edit html section
2.ap aap Http:// ko search karke aap Https:// ko add kijiye.
.

aap esi tarah se aap blogger me mix issue content ko aap fix kar sakte hai.jahe aapke post ke page me ho ya blog ke layout me
ya kisi me aap esi tarah se fix kar skte hai or aap apne blog ke performance  better kar skte hai.

blog se mixed content erros ko fix karne se aapke blog ke performance badhiya ho jayega.

jise aapke web page loading hone koi problems nahi hoga.or aap apne blog performance badh sakte hai.aap es tarah se mix content ko error ko fix kar sakte hai.  

  

Asha karta hu ki aapko blogspot me https mixed content kaise fix kare ye post pasand aaya hoga.yadi post achha lagta hai to aap hamare blog ke next post ke liye aap subscribe kijiye.

yadi aapke koi sawal ho to comment box me comment kijiye.main aapke sawal ke jawab reply kar dunga.


JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form