google adsense me link ads unit kaise banaye

 

Agar aapke link ads unit kaise banaye sawal hai to aap sahi blog ke post par aaye hai.kyoki es post me link ads unit ke bare me 


pura details me jankari dunga jise aapke sare sawal ke jawab es post me mil jayega.ki link ad unit kya hai kitne type ke hote hai.


in sab ki jankari aapko es  article me jankari aapko mil jayega.agar aapko google adsense me link ads unit kaise banaye nahi karna jante hai.to aapko ye post or bhi helpful hogi.

google adsense me link ads unit kaise banaye

jaise ki main aapko pahle bata de ki main ek google adsense publisher hu.or main jab google adsense ke liye apply kiye the to mujhe bahut hi asani se mil gaya tha.or mujhe kisi bhi prakar ke  problems nahi huya tha.

adsense ke approve hone me. main aapko es articlet me  google adsense me link ad unit kaise banaye jata hai.


eske bare me mujhe bhi pahle kuch bhi pata nahi tha.or main koi mahine apne blog par auto adsense ke use karte the jab mujhe eske bare me jab dhire-dhir pata huya

 to main apne blog par link ad unit ke estemal kiya tha.jo ki mobile and computer me automatic size me ho jata hai.


ya yuh kah sakte hai ke adsense responsive hai.jo ki kisi bhi computer ya mobile ke automatic size mo ho jata hai.

 Blogger ke Ek Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Lagaye

 Seo Kya Hai

bahut se bloggers hai jo ki three type ke ads apne blog par lagate hai.jaise ki 1st Text And Display Ad,2nd Link Ads,3rd photo ads lagte hai.


but aaj ke post me u ke unit ads ke lagate hai aapko puri jankari details me batayege.aap sirf pure post ko achhe se read kijiye.

jaise aap jante hi honge ki google ad ke kai prakar hote hai yadi aap nahi jante hai to koi bat nahi hai aap jan jayenge.


adsense ke kai prakar hote hai.jo ke publisher ke mind ke upar hota hai ki we kon se apne blog/website kon se ads lagyae.we aapke uper nirbhar karta hai.


Adsense Link Ads Kitne type Ke Banaye Jate hai

AdSense link ads total seven size me banana ja Sakta hai.or seven size me se bat kare ki sabse jayda paisa Dena wal ads kon hai to we ads hai automatic size jise kahte hai (responsive links ads) ye ads sabse best ads hai 

jo ki user ki browser ke hisab se uske mobile/computer me show karta hai.we apne hisab se screen me bade ya chote ho jate hai.to aaiye jante hai ki ads ke kitne size hote hai.aap niche dekh sakte hai.

1.Automatic size(responsive links)
2.120*90(vertical small)
3.160*90(vertical medium)
4.180*90(vertical large)
5.200*90(vertical X-large)
6.468*15(horizontal medium)
7.700*15(horizantal large)

blog par ads kaise lagte hai to aapko bate ki koi change nahi hai sem aapko wahi traka se ads lagana hai.

Backlink kaise check kare


Google Adsense Link Ads Kaise Banaye

1.sabse pahle  Adsense.com par jaye.


2.ab aap >>home menu<< par pahuch jayege to aap >>Ads<< par click kare example ke liye aap niche screenshot me dekh skte hai.


3.ab AAP New Ad Unit par clicks kare.

2.step
ab aapko yaha se new ad unit par click karne ke bad aapko yaha se ad ko create karne ke liye aapko ek ad ke page open hoga to aapko we ad ko fill karna hai.


sirf aapko kuch karna nahi hai keval aap step ko follow kijiye.



1.Name:aap pahle ads ke name daliye jo aap rakhan chte hai.

2.ab AAP link ads ko select kijiye

3.Ad size:me aap apne hisab se size choose kar skate hai.but main aapko suggested karung ki aap responsive hi select kare.nahi ye by default rahta hi hai.nahi to aap dusre ads select Karna chahte hai to choose kar skte hai.

4. Text Ad style  ko aap apne hisab se chune.isme diye default ko rahne de ya to aap apne hisab se color ko chun sakte hai.

5.save yadi ye sab aap bhar lete hai to aap apne details ko achhe se check kare or uske bad me aap Save button par click kar dijiye.

jaise hi aap save and get code par click Karte hai to aap screen par ek pop up windows open hoga.to usme aapke Adsense ke code hoga.or us code ko apne blog ke post me add kar sakte hai.

main aap se ye Asha karta hu ki aapko ye post google adsense me link ads unit kaise banaye pasand aaya hoga .yadi aaya hai to hamare blog ko subscribe kijiye.kyoki main aise hi post ko dalte rahte hai.

yadi aapke isse releted koi sawal ho to comment kar ke aap puch sakte hai.  

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form