Blog me fevicon icon lagane se blog ke show or bhi badiya ho jata hai.main aapko is post me blogger blog me favicon icon kaise add kare iske bare me main aapko is post me batane wale hai.fevicon ko hum bol skte hai
ek favorite icon hai.jise har bloggers apne blog me lagte hai.to is post me jangege iske bare me or ise lagane se kya hota hai?
or blog ke liye fevicon icon kaise bante hai or ise blog me add kaise kiya jata hai.to aapko main vistar rup se batane wale hai.agar aap apne blogke liye privacy policy page kaise banaye to aap is link pr visite kare.
blog ko professional banane ke liye aapke website me fevicon icon bahut hi jaruri hota hai.fevicon icon se aapke site ke look ek dum better lagega.
blog ko professional banane ke liye aapke website me fevicon icon bahut hi jaruri hota hai.fevicon icon se aapke site ke look ek dum better lagega.
aapke site me favicon icon add karne se reader and search engine aapke site ko bahut jyada pasand karega.agar aap apne blog me icon ko add karte hai to visiter jab aapke browesr me page ko jitane bar open karege.
to aapke icon utane bare browser me show hoga.jise aapke blog pahachanane me koi preshani nahi hogi.
∎ Blog me category widget add kaise kare
∎ Website optimize kaise kare
Site Fevicon Kya Hai? Blog me add karna kyu jaruri hai
favicon ek site ke pahachane hota hai or ye ek log ke trah dikhai deta hai.jab hamere post kisi bhi browser me open karte hai
to browser ke top side me name ke sath icon bhi show hote hai.jise hum website ke fevicon icon kahte hai.
website ke pahchane banane ke liye hum alag-alag favicon icon banana bahut hi impotant hai.
website ke pahchane banane ke liye hum alag-alag favicon icon banana bahut hi impotant hai.
jise aapke website ke koi bhi new user asani se pahachane sake or aapke site ke name apane mind me hamesh yad rakhe.to aaiye jante hai blogger blog me fevicon icon kaise add karte hai.
blogspot me blog favicon icon ke add karne ke kya benefit hai aapko upar me pata chal gaya hoga.ki site me favicon icon ko add karne se kya fayde hai.
blogspot me blog favicon icon ke add karne ke kya benefit hai aapko upar me pata chal gaya hoga.ki site me favicon icon ko add karne se kya fayde hai.
to aaiye ab hum jante hai ki blogger blog me favicon icon kaise add kiya jat hai.
blogger blog me favicon icon ko add karna bahut hi easy hai.sirf aapko batye gaye step ko follow karna hai
or aap is bahut hi dhayna se padhiye or aap apne blog me favicon icon ko add kijiye.or hai main aapko do trike se favicon icon banane ke bare me batyenge.
Step 1:
1.sabse pahle aap apne laptop/pc m photoshop ko open kijiye.
Step 1:
1.sabse pahle aap apne laptop/pc m photoshop ko open kijiye.
2.uske bad aap apne photoshop Ctrl+N ya new page par click kijiye.
3.ab aapko apane hisab se icon ko banana hai.to main aapko pahle bata du ki 16*16, 32*32 par hi icon bante hai.
4.uske bad aap widgh and height me 16*16, 32*32 ko daliye.
5.uske bad aap ok kijiye.
6.ab aapko jo icon banan hai aap usko banaye.
Note: magar aapke site ke icon size 16*16, 32*32 ke hi hona chahiye.agar aapke isse jayda ke hai to aapke icon show nahi karga.or aapke isse
jyda hone se aapke site ke loading par bhi asar hota hai.to aap in bata ko dhayan me rkhiye.
step 2:
aap apne favicon icon ko online bhi gererator tools ke use bhi kar skte hai.main aapko online favicon create karne wale website ke link niche de rahe hai aap waha se bhi online generat kar skte hai.
1.www.genfavicon.com
2.dynamicdrive.com
3.fevicongenerator.com
4.www.favicon.pro
yaha se bhi aap favicon bana skte hai apne website ke liye.
step 3:
aap apne blog ke liye mobile se bhi favicon icon bana skte hai.
1.canvase
canva se aap bahut se log bana skte hai.iseme banane ke liye bahut se featurs diye huye hai.aap jo kuch ke icon banana chahte hai aap usko asani se bana skte hai.bus aapko iske use karne ke bare me pata hona chahiye.
∎ Blog me share button kaise lagaye
∎ Expired domain kaise buy kare
Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare
1.sabse pahle aap apne blogger.com ke database me jaye.2.uske bad aap layout par click kijiye.
3.Ab aapko favicon ke thik samane edit ke option dikhai deta hoga to aap us par click kijiye.samajh me na aaye to aaap niche ke screenshot me dekh skte hai.
step 4:
ab aapke kuch is trah se show hoga to aap batye gaye step ko follow kijiye.or aap apne blogger blog me favicon icon set kijiye.
1. Ab aapke ek popup window open hoga to aap choose file par click kijiye.to aapke sidhe computer/laptop par le jayega to aap jahaa par favicon icon bana karke rakhe hai.usko aap select kijiye.
2.select karne ke bad Save par click kijiye.
3.or Last me save arrangement par click kijiye.
jaise hi aap save par click karte hai to aapke favicon icon add ho jayega ab aapko site ko new visite asani se pahchan skta hai.
2.select karne ke bad Save par click kijiye.
3.or Last me save arrangement par click kijiye.
jaise hi aap save par click karte hai to aapke favicon icon add ho jayega ab aapko site ko new visite asani se pahchan skta hai.
to aap apne blogger blog me favicon icon add kar skte hai.or aap apne blog ko dekhane me achha kar skte hai.
∎ Privacy Policy page kaise banaye
∎ Blog me contact from kaise banaye
∎ Privacy Policy page kaise banaye
∎ Blog me contact from kaise banaye
ab aapke jo koi new user aapke post ko read karega to aap ke browser ke history me aapke favicon icon ko dekh kar pahechan jayega.
I hope aapko ye post padhane ke bad bahut hi pasnd aaya hoga agar aapke ye post pasnd aaye hai to aap hamare blog ke next post ke liye subscrib kar sakte hai.kyoki main apane blog par aise hi post ko update karte rahte hai.
Tags
BLOGSPOT