agar aap apne blog me contact form bana lete hai to aapke visiter,compnay owner aap se direct contect kar skte hai or aapko bar-bar email batane ki koi jarurt nahi hai.
eske liye aapko apne blog me contact form ko add karna bahut hi jaruri hai.
or aapke blog ke visiter ko help karna ya visiter badhane ke liye aapko contact form ko add karna bahut hi impotant hai isko add karne ke liye aapko kuch coding setting karni hogi.
or aapke blog ke visiter ko help karna ya visiter badhane ke liye aapko contact form ko add karna bahut hi impotant hai isko add karne ke liye aapko kuch coding setting karni hogi.
isliye main aapko es post me kuch asan se trike bata rahe hai.yadi aap apne blog ke liye contact form bana rahe hai to aap bataye gaye step ko follow kijiye.
∎ Expired domain kaha se buy kare
step 1:
1.sabse pahle aap apne blog ke database me jaye|
∎ Expired domain kaha se buy kare
Blog Me Contact Form Page Kaise Add Kare
step 1:
1.sabse pahle aap apne blog ke database me jaye|
2.uske bad aap layout par click kare.
3.ab aap jaha par add karna chahte hai to aap Add a widget par click kare.
4.uske bad aap contact form par click kare.
5.click karne ke bad aap save button par click kare.
Step 2:
1.ab aap apane blog ke database me jaye.
2.uske bad theme par click kare.
3.theme par click karne ke bad aap Edit Html par click kare.
uske bad aapke sare html code aapke screen par show hone lagega.
4.uske bad aap apne mouse se kahi par click karke apane keyboard ctrl+f ek sath dabaye.
5.ab aap ye <b:widget id=’ContactForm1' locked=’false’ title=’Contact Form’ type=’ContactForm’> code ko search kare.
nahi to aap jump to widget par click karke contactform1 par click kare|
∎ Blog title se pahle post title show kaise karaye
step 3:
1. code ke left side me arrow par click karke full code open kijiye|
2.ab aapko <b:includable id=’main’> or </b:includable> ke beech ke code ko delete kare
Agar aapko kuch bhi samajh me naa aaye to aap niche image me dekh skte hai.
2.jab aapko ye ]]></b:skin> code mil jaye to aap niche diye huye codo iske upar paste kar dijiye.
3.uske bad aap save theme par click kar dijiye.
ab aapko apne bog ke liye new page banana to main aapko is post me two trike se contact form banane ke bata rahe hai.jo ki aap bataye gaye step ko follow kijiye.
step 5:
1.Blog ke database>> page>>new page par click kare.
2.ab aap ye code copy kare.
Tags
BLOGSPOT