jise help se aap apne old visiter ke pass new post ko pahuch sakte hai.
to main aapko es post me ye batayenge ki aap apne website ke new subscribers ke pass email ke notification kaise set karke time par pahucha sakte hai.
jab hum aap apne blog par new post ko apne blog par publish karte hai to aapke jo bhi subscribers honge to aap unke email par time se new post ke update de sakte hai.
or aap time par email delivery karne se aapke traffic bhi increase hogi.or aapke page view bhi badhega.
to aaiye jante hai sabse pahle hum ye dekhana hai ki hamri site ke languege kya hai
or hamre traffic kis country se aa raha hai.or us country ke log kis time internet ke use karte hai.
∎ Hosting kya hai
∎ Feedburner par account kaise banaye
to ye sab janane ke bad hum apne website par email delivery ko time ko set karenge.yadi hum hindi blog ko run karte hai to to hum ye jan lena chahiye ki jo traffic aayega wah india se aayega.

yadi hum india ko target karte hai to hum india ke timezone ko set karenge.or hum ye jante hai ki india me log kis time sabse jayda internet ko use karte hai.feedburner ko time set karne
se pahle mind me rakh kar set karna hai jo ki hamre new post ke notification subscriber ke email mail box me pahuch jaye.or hamre new post ke notification milte hi reader usi time read kar le.
india me sabse jayda log 8pm se 10pm tak internet ko use karte hai.to kyo na hum isi time par email delivery ke time set kare.iske aalwa aap morning me bhi time set kar skte hai.jab hum email delivery ke time sahi set nahi kar paye

to hamre notification galat time par pahuch jayega.usse ye hoga ke subscriber ke mail par bahut se massage aaya hoga to we aapke post ko padh nahi payega.
iske liye feedburner ko email delivery ko time par set karna bahut jaruri hai.or sahi time par hamre new post ke notification uske email par jayega to we asani se read kar payenge.to aaiye jante hai.
email delivery time par set karne se hamre blog par traffic increase hoti hai or page view bhi badhat hai.yadi galat time par email delivery karte hai
iske liye feedburner ko email delivery ko time par set karna bahut jaruri hai.or sahi time par hamre new post ke notification uske email par jayega to we asani se read kar payenge.to aaiye jante hai.
Email delivery time set kyo kare
email delivery time par set karne se hamre blog par traffic increase hoti hai or page view bhi badhat hai.yadi galat time par email delivery karte hai
to aapke blog par traffic nahi aayega kyoki us time subscriber ke pass bahut se massage aaye hoga to aapke massage ko ignor kar dega.
∎ Blog ke Bounce rate check kaise kare
Feedburner Me Email Delivery Ke Time change Kaise Kare
website ya blog ke time zone set karne ke liye niche follow kijiye.
1.sabse aapko Feedburner ke website par jaye.uske bad aap apane gmail se login kijiye.
2.uske bad apne site ke feed par click kare.
step 2
jaise hi aap feed par click karte hai to aapko ek new page open hoga.
1.uske bas aap Publicize par click kijiye.
2.ab aap Email Subscription par click kijiye.
step 3
jaise hi aap email subscription par click karte hai to aapke screen par email delivery ke option show hoga. Example ke liye aap screenshot me dekh sakte hai.
1.Delivery option par click kare
2.uske bad aap select timezone ko select kare ki aap kis country se hai.yadi aap india me hai to India ke time set kare.
3.yaha par aap apna Email Delivery time select kijiye.jis time aap apne subscriber ko email send karna chahte hai.
4.set karne ke bad aap SAVE button par click kijiye.
Ab aap feedburner ke email delivery time change kar liye hai.jis time aap apne subscriber ke pass new post ke notification send karna chahte hai.
ab aapke reader ke pata chal jayega ki jab aap apne blog par new post ko update karte hai.to aapke spamming bhi nahi hoga.
∎ Blog post me code box kaise lagaye
aapko pata chal gaye hoga ki kaise time change karte hai.yadi aapko time setting karne me pareshani hoti hai to aap mujhe comment kar skte hai.
Asha karta hu ki aapko ye post bahut hi pasnd aaye hoga yadi aaye hai to aap hamre blog ke subscribe kar skte hai
kyoki main aise hi post ko har noz update karta hu.yadi aapke pass time hai to share karna mat bhuliyega.
tab tak ke liye thanks milte hai next post me.
tab tak ke liye thanks milte hai next post me.
Tags
BLOGSPOT