What Is Web Hosting In Hindi Aur Kaha Se Buy Kare |


yadi aap bhi preshan hai ki  what is web hosting in hindi or eska kya kam hai to aap sahi post par aaye hai kyoki main aapko is post me bataunga ki aapko free web hosting kya hai 

or iska kyo jarurt hoti hai.to aap es post ko cerefully se padhiye aap es sawal ke jawab mil jaayega.jahe aapke pass website ya blog ho uske liye hosting ki jarurt padti hi hai.

akhari hostig kya hai in sawal ke jawab aapko is post mil jayega ki web hosting kya hai.
what is web hosting in hindi


website ya blog ko chalane ke liye hosting ki jarurt padti hai.kahane ke matalv ye hai ki website ya blogg in dono ko chalane ke liye web hosting ki jarurt hoti hai.

Jahe wold kitane bhi badi online product sell karne wali compnay ho usko web hosting ko use karte hai.to aapko hosting ke bare me pure details me batunga ki hosting kya hai or ye kaise kam karta hai.blog ya website ke ljiye hosting kyo bahut jaruri hai.

 Feedburner Blog me kaise lagaye

 Blog ke https ko kaise enable kare


aapko sabse pahle internet ke bare me jante hai ki internet kya hai yadi aap internet ke bare me jante hai to bahut achhi bat hai yadi aap nahi jante hai

 to aapko ye janana bahut hi jaruri hai yadi aap internet ke bare me jan jate hai to aapko web hosting ko sa sajhane me bahut asani hogi.

internet ke duniya bhar me mojud ek computer dusre computer se jude rahte hai.jab aap duniya mojud computer users ke sath apane computer se koi bhi information ya data tranfer ya recieve karte hai

 to dono computer ke bhich me ek chota sa ek network ban jata hai to isko hum internet kah skte hai.thik isi prakar ke mobile me bhi connection ban jata hai to usko bhi yahi kahte hai.


Aaj ke time me bat kare to internet duniya me itana triki kar liya ki sare computers ek dusre computer ke sath jude huye hai.jiske spane me bhi soch nahi sakte hai ki eske ginti kar sake.

jise yuhi kah skte hai ki internet ek samunder ki tarah hai.waise to hum kabhi dusre computer user ko kabhi information ko dekh nahi sakte hai bina uske permission ke bina.

kyoki uska personal information secure hota hai.but dusare computer user ko marzi ho to dekh sakte hai.

∎ Blog Ke bounce rate check kaise kar
 Blog ke coding ko fast kaise kare

is kam ke liye bahut se softwere bhi ban gaye hai.jise hum dusre computer user ki details ko dekh skte hai.or uske computer par bhi kam bhai kar skte hai.yadi usko koi software problems hai 

to uska problems ko solve bhi kare skate hai.aapne kahi to sune bhi honge yadi aap nahi jante hai to aap comment kijiye ga main eske upar bhi ek post ko likh dunga.


to aapko pata chal gaya haoga ki internet kya hai or kaise kam karta hai.computer ko online ek computer se dusre computer me connect
karna hi internet kahlata hai.ab aapko web hosting ke bare me batate hai. to aap mujhe follow kijiye.


 Web Hosting Kya Hai


web hosting ek aisi service hai jo hamare website ko organizations and individuals information ko internet par show karta hai.hamre website internet par host ke jariye chalta hai.

hamre post ko internet par show karne ke liye ek hosting ki jarurt padti hai.to aaiye jante hai ki how to host a website in hindi.

maan lijiye ki jis tarah se insan ke rahane ke liye ghar ki jarurt hoti hai.thik usi prakar ke website ko rahne ke liye ghar ki jarurt hoti hai.jise hum hosting kahte hai.

jo hamre website ko internet par show karta hai to we koi insan nahi hai balki we ek computer hota hai jo ki 24*7 hour chalu rahta hai or isi computer me hamari website ya blog ke data ko host me store rahta hai.

jab koi user internet par hamri site ko open karta hai to ye computer hamre site se connect karke internet par hamri site ko show karta hai.or isko hi hu computer ke server kahte hai.

or yahi computer hamre user tak data ko pahuchata hai.jise hum server speed kahte hai.

 Blog ke post me code box kaise lagaye
 Website ke virus check kaise kare

jab koi internet user hamari jankari ko search karke padhana chata hai to we jankari yani ki url apne computer ke browser me open karta hai.or wahi jankari user ke url ke open karta hai

 uska computer aapki site ke server ko iski notification send karta hai or or ye aapke server ke jankari ko padh kar user ke ye jankari uplabdh karta hai.jise link ko open kiya jat tha.ye kam etna jaldi ho jata hai ki aap soch bh nahi skte hai.

internet par mojud bahut se aisi company hai jo ki domain name ke sath-sath hosting dena bhi pasand karti hai.agar aapke pass pahle se domain name hai 

to aap apne domain ko hosting se DNS address se dono ko connect kar skte hai.

to pyare bhaiyo aap jan gaye honge ki web hosting kya hai or kaise kaam karta hai.hamre website ke sabhi data hosting dene wali company ke pass rahta hai.

or jab hum apne site ko open karte hai to hosting server wahi page ko show karta hai.jo aap dikhana chahte hai.

web hosting kitne prakaar ki hoti hai

web hosting teen prakaar ki hoti hai jise mai niche bataye hai..
1.shared  web hosting 
2.dedicated  web hosting 
3.cloud web hosting 

in teeno web hosting ke alag-alag kam hota hai.

 web hosting kyo jaruri hai



to friends aapko upar ke article me jaise ki bataye hai ki web hosting kya hai or kyo website ya blog ke liye jaruri hai to aapko pat chal gaya hog ki web hosting kya hai yadi aapko abhi bhi pata nahi hai

 ki web hosting kya hai to aapko preshan hone ke jarurt nahi hai aapko niche bhi easy me batayenge,web hosting ke jarurt kyo padti hai.

 ◾ jis tarah se hume rahane ke liye ghar ki jarurt hoti hai to thik isi prakar ke hamre website ko rakhane ke liye hosting ki jarurt padti hai.

     ◾ yadi hamre kisi wajah se website delete ho jaye ho hosting me store date se hum apne website ko wapas yani ki (backup) kar skte hai.

   ◾  jab aap apne site ko abhi-abhi start kiye hai or aapke site par traffic low hai to aap se main ye kahunga ki aap sabse pahle kam (price) paise wale hosting ko buy kare.

jab aapke traffic jayada ho jaye to aap achhe hosting buy kar sakte hai.
      
     ◾ hosting ek mobile ke momery ke tarah hoti hai jise hum apne man pasnd ke video,music yadi ko rakhte hai to thik isi prakar ke hostig momery ke tarah ke hota hai jisme hum apne website ko store karke rakhte hai.

     to aapko pata chal gaya hai ki web hosting kya hai.or iska kyo kaam hota hai to ab chalte hai ki hosting kaha se buy kare  or kiase buy karte hai inke bare me jante hai to aaiye jante hai ki kaise.



 Adobe photoshop software kaha se download kar

  web hosting buy kaha se kare


hum jis bhi company se hosting ko buy karte hai to hamre website ke sare date jaha se hosting lete hai waha par store ho jata hai or waha se hamare website ke server milta hai.

or hum apne hisab se server ko buy kar sakte hai or kitane mb or Gb sahi hota hai to aaiye jante hai.

aap apne website ke liye jab bhi hosting ko kharide to aap unlimited bandwidth or unlimited storage wale hosting company se buy kare taki aapko aane wale time me kabhi bhi preshani ke samna naa karna pade.

to aap jab bhi hosting kharide to aap  unlimited bandwidth buy kare kyoki kahi aapke website par jayda visiter aate hai to aapke website kabhi slow naa ho paye. to  isliye aap unlimited bandwidth wale hosting ko buy kare.

 jis company se 24*7 support or website ko karne ke pura suvidha uplabh hoti hai.to wahi company hume salo ko hisab se hosting ke price ko charge karti hai.jise hamre wajah se un company ko benifit milti hai or hume bhi us companay se hosting mil jate hai.

aapko internet par hosting ko proved karne wali aapko bahut se companies aapko mil jayegaigi.but kuch hi company hai jo ki hame real service ko provide karti hai 

jaise ki HostgatorBluehost ye dono company bahut purana or popular bhi hai or ye better service bhi deti hai.

or in company se aap hosting ko buy karte hai to aapke website any time active rahti hai.

  yaha par main aapko kuch hosting dene wali company ke name bata rahe hai jaha se aap apne website ke liye hosting buy kar skte hai.

∎ Hostgator India
∎ Bluehost India
∎ Hostgator.com
∎ Godaddy
∎ Bluehost.com

to aap inme se koi bhi company se hosting ko buy kar skte hai.



Hosting kharidate samay in chiz ko yaad rakhe


∎ 24×7 Support:aap jis company se hosting ko buy kar aapko 24*7 ke support hona chahiye.

∎ Disk Space:aapko yadi kam paise me unlimited storage, unlimited bandwidth, unlimited domain or unlimited email address kare
.
∎ Customer Care:jab aap hosting buy karte hai to aapko language support karte ho.jaise aapko kabhi bhi problems ho to aap use call kar skte hai.



∎ Loading Time:aap jise company se hosting buy kare to aapke website ke loading time fast ho.


yadi aapko hosting se le karke koi sawal ho to aap mujhe comment kar sakte hai yadi aapko hosting lena hi ho to aapko upar bataye gaye hosting ke bare me to aap buy kare nahi to aapke marzi hai aap kahi se buy kar skte hai.

Asha karta hu ki aapko blogger hosting kya hai ye post bahut hi pasand aaye hoga to aap hamre blog ke next post ke liye aap subscribe kar skte hai.

kyoki main aapko har roz new post ko update karte rahte hai.



       

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form