Wordpress Me Free Website Kaise Banaye

Aaj ke time bahut se log jo ki WordPress me free website kaise banaye or isse ghar baithe kaise online paise sochte hai



 or bahu se log jo ki online lakho rupees kamate hai.aapko prashan hone ki koi jarurt nahi kyoki main aapko yah per  free blog kaise banaye iske bare me batane wale hai.


Wordpress Me Free Website Kaise Banaye



Agar aap ek student hai ya phir aap apana khud ke blog bannae chahte hai to ye post aapke liye bahut hi helpful hone wali hai. Yadi aap blog ke le karke searse hai 


to aap pahle blog ke bare me kuch jankari hone chahiye to pahle aap blog suru karne se pahle aap blog ke bare me jankari kar lijiye.


Yadi aap blog ke bare me jante hai or aap wordpress start karna chahte hai to bahut achhi bat hai kyoki wordpress par blog banana se bahut benefit hota hai.


💗 Blog Par New Post Upload Kaise Kare

esliye aap blogger par blog bante hai to use par limitation hoti hai or wahi par WordPress me blog banana par uspar hamare pura control hota hai.


Main Kahu to blogger chandi hai to wahi par wordpress sona hai agar aap  wordpress me free website kaise banaye iske bare me nahi jante 


hai to koi bat nahi hai es post ko padh kar asani se  free website blog sakte hai.


Wordpress blogspot  kon sabse better hai?


Wordpress and blogger ye done sabse best platform hai jaha par aap apne blog bana sakte hai isake alaw or bhi platform hai jaha par aap blog bana sakte hai.


to aaiye jante hai ki in done me se koun sabse better platform hai.


Wordpress :- wordpress ke bare me main kya kahu  duniya me jitane bhi website hai jo ki adhikans wordpress par banae gayi hai


 jaha par hum apne blog ko pura control kar sakte hi or hum apane hisab se usko custmize kar sakte hai.


Wordpress ek bahut hi popular platform hai jaha par how to open a wordpress account karne ke bad aapko unlimited featurs milte hai.


jiske madhay se blog par control kar sakte hai.isme aapko coding ki koi jarurt nahi hai.

Blogspot :- ye platform bahut ache platform hai jaha par aap apane free website blog banaye sakte hai .


is platform par blog banana par aapko limit me rahana hota hai.ye platform google par free blog kaise banaye nahi jante hai to koi bat nahi hai.


Blogspot par blog banana ke fayda ye hai ki aapko kisi bhi chiz ke paise pay karne ki jarurt nahi hoti hai.


kyoki yaha par google ke host par aapke blog chalta hai.agar aap blogging ke bare me nahi 


jante hai to aap blospot par free me blog banye jab aap sab kuch ache se sikh lete hai to bad me aap wordpress par blog ko move kar sakte hai.

Wordpress blog ke liye hosting kaha se buy kare

Agar aap hosting kya hai nahi jante hai to hosting ke bare me bhi aapko jankari bat deta hu.


hosting  mobile ke memory jaise hote hai jaha par hum apane sare data ko rakhate hai,jaise ki video,audio,image,movies ko save karke rakhate hai.


Thik usi prakar ke hosting bhi hoti hai jaha par hamre website ko host karke rakhti hai.agar aap free hosting ko use karna chahte hai 


to aapko bahut se free hosting mil jayegi jaha par aap apne website ko host karke rakh sakte hai.lekin aap paise de karke hosting buy karna chahte hai.

 

to bluehost,HostGator,reseller club se hosting buy kar sakte hai.or aapko 15-day ke trial bhi milega.


yadi aapko ache lage to aap hosting ko 15 day ke bad pay kar sakte hai .Agar aap new hai or aap hosting buy karna chahte hai to aap paid to host mat lijiye.


kyoki aap pahle free hosting par aap apne website ko host karke dekh le ki kaise kam karti hai.

Jab aap sub kuch seakh lete hai to aap apne website ke liye paid hosting buy kare.aapke liye bahut achha hoga.aiye jante hai ki wordpress par blog kaise banaye jate hai.


free website blog kaise banaye


wordpress pe blog banane ke liye aapko pahel hosting ko lena hoga.agar aap bina hosting ko wordpress par 1% bhi minege nahi kar sakte hai.


par aap wordpress par blog bana sakte hai.lekin aap theme ko change karna chahe to aap change nahi kar sakte hai.or aap apne blog me kuch jaruri customize nahi kar sakte hai.


Agar aap abhi WordPress par new hai to kisi free hosting dene wali company se hosting le kar WordPress ke pahle aap uske bare me acche se samjhe or phir kisi achhi site se hosting ko buy kare.


Main aapko wordpress par free me blog banana ke bare me bata rahe hai.agar aap soch rahe hai ki wordpress par free me blog bana karke paise kamaye to aap glat soch rahi hai 


uske liye aapko hosting buy karna hoga.

Agar aap soch rahe hai ki free hosting me ads ko lag kar paise kama sakte hai to aap apane dimag se ye bat nikal dena free hosting me ads show nahi hota hai.



to aaiye jante hai wordpress me free website kaise banaye ja te hai.


1.sabse pahle aap wordpress ki site par jaye or aap pane gmail id se 
login kare.


Uske bad aapko create site par click kare jaise hi aap us par click karte hai to ek new page open hoga.


2.to yah par aapko bloga ki “what kind of site are you building” kahane ke matlav ki aap kis bare me website bana rahe hai.to aap usko choose kijiye.

wordpress me free website kaise banaye

Phir hal main ek simple sa blog bana raha hu.to main “blog”par click karunga.


3.jaise hi aap click karte hai to aap se puch raha hai ki “What is your blog about”aap kis bar me bloging karna chahte hai 


to aap uske bare me likhe jaise ki main blog likhe hai.uske bad aap continue par click kar dijiye.



4.jaise hi aap click karte hai to aapko  phir ek page open hoga jise bolega ki “tell us your blog’s name” kahane ke matlav ki aapke blog ke name kya hai.



to aap yaha par apane blog ke kuch bhi name de sakte hai jaise ki main wordpress example diye hai aap kuch bhi de sakte hai
.
wordpress me free website kaise banaye

Uske bad aap continue par click kar de.
5.jaise hi aap click karte hai to aapko phir se ek page open hoga.jisme aapko apne blog ke url ko set karna hai.



Jaise ki main kiya hai wordpress example to aapane blog ke releted url ko dale kar set kare.or jaise hi aap set karke search karte hai to aap desktop par kuch name show hoga.


2.to ap isme free wale ko select kar nahi to aap apne hisab se paid bhi le sakte hai.


6.jaise hi aap select karte hai to aapke samne  ek or page open hoga.jisme aapko kuh karne ki jarurt nahi hai.


sirf aapko “start with a free site ”par click kar dena hai.


Ab aapke site ban chukka hai aap dekh sakte hai.ki kitan asan hai wordpress par free me blog banana ab aapko aapke email par ek massage jayega jisme aapko verify karna hoga.


I hope ki aapko ye post bahut padand aaye hoga agar aapko ye post pasand aaye hai to is post ko social media par share karn na bhule.


Or aap hume ye bataye comment ke jariye ki aapko ye post kaise laga tabhi to main aapke liye ek or new post le karke aaunga.

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form