Website Blog Ke Liye Sitemap Generator Kaise Kare

 sitemap generator kaise karte hai.or iske blog me add karna kyo jaruri hai.to main aapko iske bare me batane wale hai,


 google sitemap aapke website blog ke bare me batata hai.isme aapke sabhi post ke url add hota hai,


jise aapke page ke google ke list me dekh sakte hai,or aap chahe to apane blog ke post ko easy me crawl index kar sakte hai


 to main aap is post me yahi batane wale hai ki aap apane websiteb log ke liye sitemap generator kaise kare.


website blog ke liye sitemap generator kaise kare



agar aap create sitemap ke bina bhi aapke site ko crawl or index kar sakte hai,to aapke site ke sitemap submit ho to aapki

 site ke sabhi page ke google me search karne me koi problems nahi hogi.agar aaap abhi tak se apane site ke liye xml sitemap generator nahi kye hai,to aap asani se bana sakte hai. 

sitemap generator kya hai or iska kyo jaruri hai

 Google sitemap ek file ki tarah hota hai jisme aap apane website blog ke 150-200 pages ya or bhi aapke site ke sabhi page ko add kar sakte hai.

or iska kam ye hai ki aapke sabhi pages ko google search engine me aapke pages ki list show kare,


or ye site ke search engineme show karne ke liye sabse best trika hai.to aaiye iske bare me or jante hai.


blogger sitemap kaise banaye

website ke liye online sitemap generator kaise kare? blog ke liye sitemap kaise banaye? 


agar iske bare me nahi jate hai to aapke liye ye article bahut hi use full hone wala hai,or ye post kabhi kamal ke hai.

 aapke liye,aap Is simple steps ko follow karke aap apane site ke liye asani se sitemap generate kar sakte hai.to aap Is bataye huye step ko follow kijiye.

step 1

sabase pahle aap xml sitemap generator ki website par visite kare.ab aap apane website blog ke url add karke sitemap generate kare.

Non-copyright image download kare

or aapko ek bat hamesha yaad rakhe ki aap is tool me only 500 pages ke sitemap bana sakte hai.


agar aapke blog website par Isse jyada pages hai to aap kisi dusre tool ko use kar sakte hai.nahi to aapko Isi tool ke pro version ko use kar ke bana sakte hai.

1.apne blog ke url ko dale jiske liye sitemap banana chahte hai,main apane blog ke liye sitemap banana chahta hu to main aapne blog ke name

 likhunga supperfastblog.com yaha par aap apane domain name likhe.Note:-agar aapke blog me https security hai to aap https likh dijiye.

2.More options par click kare.

3. Include ko enable kar kare.

4. Automatically calculate >>Page Priority attribute ko enable
 kare.

5. Pages "Change Frequency" attribute par Always select kare.

6. Sab setting check karne ke bad Start button par click kare.

agar aapko samjhane me koi problems ho to image me dekh sakte ho.


Step 2:
 jaise hi aap start par click karte hai to ek windows open hoga jisme aapke 'please wait, Sitemap generation in progress.

 likha hoga.to aap kuch time wait kijiye.or kuch hi mint ke bad aapki 
sitemap completely generate ho jayega.

Sitemap generates hone ke bad is type ki windows open hogi usme view sitemap details par click karna hai.



ab aap apane blog ke liye sitemap bana liye hai ab aapko 3 step follow karna hai.

  Download your XML sitemap file.
  uploads it into the domain root folder of your website. 


  Google search console and add your sitemap URL.

Ab aap apni site ke domain ke bad /sitemap.xml karke open karke dek sakte hai. ki aapke sitemap work kar raha hai ya nahi,


to aapke sitemap work kar raha hoga.Aap chahe to ise apne blog me add kar sakte hai. Is tarah se aap apne blog ki robots.txt file ko open kare or usme is tarah se apne blog ka xml sitemap add kare.

Backlink kaise banaye

ab aapke online sitemap generate ho gaya hai, ab aapko google webmaster tool and bing webmaster tool ya other tools me submit karna hai.

Note:- agar aapke blog blogspot.com par hai to aap ko sitemap banane ki koi jarurt nahi hai 


kyoki aapko blogger automatically generate kar leta hai.blogspot par sitemap kuch is tarah se show karta hai jaise ki aap niche dekh sakte hai.

  •  Blogger Custom URL:-https://www.example.com/sitemap.xml
  • Blogger Default URL: https://www.example.blogspot.com/sitemap.xml

blogger ke har users ko sitemap google webmaster tool and other webmaster tools me submit karna hota hai.


agar aap sitemap add karna nahi jante hai to aap to aap internet par search kar skte hai.

I hope ki aapko ye post pasand aaye hoga agar post pasand aaye hai to aap comments me bataye ki aapko ye post kaise laga 


agar aapko  koi problems hai to aap comment me aap apane question kijiye main aapke sawale ke reply jarur karungaa.

agar aap sache blogger hai to aap is post ko social media par share jarur kijiye.or main kahan ye hai ki ek blogger dusre blogger ki help nahi krega to blogging crear bekar hai

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form