Main aapko is post me batane wale hai ki aap apne website ke liye google sitemap kaise banaye jata hai.iske bare me aapko is post me batayenge.jab aap blog website bana lete hai to aapko google sitemap website ke liye bahut hij aruri hai.
kyoki hamre website blog ke google ke search engine me batata hai.isme aapke site ke jitane bhi url rahte hai
to aapko we sab url isme add ho jate hai.jise aapke site ke google ke sabhi page or post ko aap ek list me dekh sakte hai.
or aapke post ke google asani se crowl index kar lata hai.to main aapko is post me website ke liye sitemap kaise banaye iske bare me bat karne wale hai.
Agar aap XML sitemap ke bina aapke blog ke post crawl and index nahi kar skte hai.agar aapke sitemap hai to aapki google me site ke page ko search karne me koi problems nahi hota hai.
agar aap apne blog ke liye sitemap abhi tak nahii banaye hai to aap is post ke help se sitemap bana sakte hai.to aaiye jante hai ki kaise bante hai.
∎ Google adsense approve kaise karaye
Website Ke Liye Google Map kyo Jaruri hai
Google sitemap ek file hai jisme aap apane website ke 100,500 page ko ek sath add kar skte hai.google sitemap ke kaam ye hai
ki aapke blog ke page ko google ya sabhi search engine me aapke site ke page ko show kare.ye trika sabse best hai jiske help se aapke sabhi search engine me show karega.
ya kah sakte hai aapke site ke total pages ko google sitemap me jama karna hota hai.
Google Sitemap Kaise Banaye
agar aap apnane website ke liye sitemap kaise bante hai.aap ye question search engine me search kar rahe hai to aapke liye ye post bahut he usefull hai.iske liye aapko jo step main batane wale hai to aap us step ko follow kijiye.or aap asani ke sath aap apane blog ke liye sitemap bana skte hai,to aaiye jante hai.
1.sabse pahle aap XML-Sitemaps.com site par jaye.
2. ab aap website ke url ko dalana hai.uske bad aapke sitemao generate kar skte hai.
Note:aapko ye yaad rakhana hai ki aap is tool me 500-page sitemap me bana skte hai.agar aapke website par 500 se adhik page hai.
1.sabse pahle aap XML-Sitemaps.com site par jaye.
2. ab aap website ke url ko dalana hai.uske bad aapke sitemao generate kar skte hai.
Note:aapko ye yaad rakhana hai ki aap is tool me 500-page sitemap me bana skte hai.agar aapke website par 500 se adhik page hai.
to aap es tool ko chod kar dusre tool use kijiye.nahi to aap iske pro version ko estemal kijiye.
3.Aap apne blog ke url ko daliye jaise ki supportmearah.in(agar aap apane blog me https:// security ko use karte hai.to aapko https://www.supportmearah.in is trah se daliye.)
∎ Blog ke menu bar kaise edit kare
3.Aap apne blog ke url ko daliye jaise ki supportmearah.in(agar aap apane blog me https:// security ko use karte hai.to aapko https://www.supportmearah.in is trah se daliye.)
∎ Blog ke menu bar kaise edit kare
4.uske bad aap more option par click kare.
5.uske bad aap Include “Page Last modification” attribute ko enable kijiy.
6.uske bad aap Automatically calculate “Page Priority” attribute ko enable kijiye.
7.phir se aap Pages “Change Frequency” attribute par Always select kijiye.
8.jab aap sab setting kar lete hai hai to aap start button par click kijiy.
step 2:
jab aap start button par click karte hai to aapke ek window page open hoga to usme Please wait, 'Sitemap generation in progress' likha hoga.
to aap kuch samaye wait kare.or kuch hi second me aapke site kea sitemap completely generate ho jayega.
jab aapke sitemap generate ho jane ke bad is type ke window open hogi to aap view sitemap details par click kijiye.agar aapko samjh me na aaye to aap niche image me dekh skte hai.
∎ Download sitemap.
∎ Upload sitemap in your website.
∎ Submit sitemap to google search console.
∎ Custom permalink kaise set kare
ab aapko apane site ke domain name ke bad /sitmap.xml karke open karke aap dekh skte hai.ki aapke sitemap work kar raha hai yan hai.
agar aap chahe to ise apane blog me add kar skte hai.iske liye aapko apane blog ke robots.txt file ko open kare.uske aap aap niche diye huye sitemap ko add kare.
ab aapke ye sitemap ko google search console, bing webmaster, Yandex webmaster tool me submit karna hai.
agar aapke blog blospot.com par hai to aapko sitemap banane ki koi jarurt nahi hai google aapke Google automatically apne bloggers blog ke liye sitemap generate kar leta hai.
I hope aapko ye post ko padhane ke bad bahut hi pasnd aaye hoga agar aapko ye post pasand aaye hai
to aap hamare blog ke next post ke liye subscribe kare kyoki main apane blog par aise hi post ko update karte rahte hai.
agar aapko post pasand ho to social media par share jarur kijiye.
agar aapko post pasand ho to social media par share jarur kijiye.
Tags
blog