WordPress Par Free Blog Kaise Banaye Full Guide

aaj ke post me main aapko bataunga ki aap "wordpress par free blog kaise banaye" sakte hai.wordpress par blog banana blogger hi jaisa hai.but fark itana hai




 ki aapko wordpress par blog banane ke liye aapke kisi hosting company se hosting kharidana padega.



 but aapko preshan hone ki koi jarurt nahi hai aapko main aise tips bataunga ki aap wordpress par free me blog bana skte hai.


 to  aap wordpress par blog banane ke liye aapko start se lekar ke last tak post padhana padega.


wordpress par free blog kaise banaye


to hi aap wordpress par blog bana sakte hai.yadi aap student hai to main aap se kahunga ki aap kisi bhi platform par blog banavo.



lekin aap  free me  blog banaye or bad me aap usko paid kar skte hai. jaise ki maine pahle hi post me aapko blogger par blog  kaise bante hai.


aapko bata diye hai or aapko waise hi wordpress me blog banana bataunga. to aaiye jante hai eske bare me



WordPress par blog Kyo banaye

WordPress par  blog Kyo bante hai.to main aap se simple languages me kahunga ki WordPress par  blog es liye bante hai.


ki WordPress me unlimited features hote hai jo ki blogger me limitation hota hai. Or WordPress par blog banana se ye fayda hai ki koi bhi new blogger apne blog ko control kar sakte hai 


plugin ke help se kar sakte hai or wahi par Blogspot me manually Karna padata hai. WordPress blogspot se bahut hi betar hai. yadi Blogspot Loha hai to wahi par WordPress gold hai.


es liye new blogger jinko blogging me kam knowledge hai to wordpress par blog ban kar we  dhire-dhire apne blog ko cantrol
kar lete hai. to aaiye jante hai.

WordPress ke Liye Hosting Kaha se Lena chahiye?

hosting aapko waha se lena chahiye jaha se aapko hosting pasand ho.aapko intrnet par bahut se website availed hai


jaha se aapko hosting pasand(like) hai le sakte hai. or hosting vo chiz hai jaha par aap apne website ko safe rakh sakte hai.



bilkul aapke mobile phone ke jaise ki jis mein Ram hota hai harddisk hota hai.aap apne website ke anusar hosting le skte hai jise aap apne website ke traffic ko asani se handale kar skte hai.



or main aapko suggested karunga ki yadi aap new blogger hai to aap shared hosting ko use kar skte hai.


or aap new hai to old hi website se hosting buy kare baki aapke marzi aap kahi se le skte hai.

WordPress par Free blog kaise banate hai?

wordpress par blog banane ke liye aapko sabse pahle hosting ki jarurt padti hai.but aap wordpress.com/ par free blog banane ke limitation hoti hai


 jisme aap apne man pasand se featurs ko estemal nahi kar payege jaise ki aap theme acche setup nahi kar payege .but aap WordPress par blog start kar sakte hai.


yadi aap student hai to aap pahle free me blog banye or aapke blog par pura view aane lage to aap blog ke move kar skte hai 
or aap apane website paid hosting buy kar skte hai.


chaliye iske bare me jante hai ki wordpress par free blog kaise banaye .yadi aap  blog se paisa kamana chahte hai 


to aapko hosting lena padga.to chaliye aapko step by step wordpress blog banane ke batate hai.



step 1. sabse pahle aapko wordpress.com par jana hai.


wordpress par free blog kaise banaye

ab aap ko Get started par click kare


step 2.


1.yaha par aap apne gmail id ko daliye jisse aap blog banana chahate hai.


2.aap apana username ko select kare.


3.aap aapko ek strong password daliye.


4.or last main aap create my account par click kare.

step 3. yaha par aap apne blog ke liye kuch details ko fill karna hoga.



 1. What would you like to name your site? 


yaha par aap apane site ke name daliye jo rakhana chahte hai.for example main support me arah dale hai aap jo bhi name soche hai dal sakte hai.



2.
 What will your site be about


AAP yaha par ye dalna hai ki aapke blog kisi category par hai maan lijiye ki me apne blog education par hai thik usi tarah aap apne blog ke category type kar sakte hai.



3.es me bhi aap kuch bhi select kar sakte hai.

4. ab aapko continue par click karna hai.

step 4. 


ab aapko apne blog ke domain name ko dalna hai aap jo bhi dalna chahte hai dal sakte hai 


for example supportmearah ke name se domain name chahiye to main uske liye type karenge. aap jo bhi pasand hai 


dal skte hai.yadi domain name avaible  hoga to mil jayega.


nahi to 1234 aisa kar ke dekh lijiye or apna domain name set kijiye.example ke liye aap screen short me dekh sakte hai.



step 5.

ab aapko choose karna hai ki aap  konsa plan lena chahte hai.apne WordPress par blog banane ke liye to main aapko free wale plan ke bare me bata rahe hai.


aapke jo pasand hai aap select kar sakte hai.yaha par aap start with free par click kare.



step 6.
ab aapki WordPress par blog ban kar ready ho Gaya hai or aapke desktop ke screen par continue button show Hoga to aap us par click kijiye . 




ab aapka wordpress par new blog ban gaya or aap apne gmail id par ja karke 

wordpress me blog ke veryfy kar dijiye.


or aap apane blog par pahala post likh 
sakte hai.or aap usko optimize kar sakte hai.   


I hope ki aapko wordpress par free blog kaise banaye eske puri jankari aapko pasand aaya hoga.to aap hamare blog ko subscribe kar kijiye.


taki koi bhi new post dale to aapke pass blog ke notification pahuch jayega.


JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form