mobile se net banking kaise kare-puri jankari hindi me mobile se net banking kaise karte hai:
main bartaman yug ke bat kare to aaj kal ko dital yug kahte hai.aise me sabhi log chahte hai ki kam time me or apane ghar baithe online sab kuch kar sake
to main aapko yaha par batunga ki aap mobile net banking kaise karte hai or Ise karne sek kya labh hota hai.
Agar aap online mobile banking karna chahte hai to aapko ye post ko pure last tak padhan hoga.net banking karne se aapko account ke sabhi jankari apne mobile par pa sakte hai.sms ke help se.
yadi aap iske bar me jankari hasil karna chahte hai to aapko pure bataye huye step ko follow karna hoga.To aaiye jante hai ki akhir kis chiz ke dhayam me rakhte hai.
mobile net banking kya hai?
Net banking karne se aap bahut kuch ke labh le sakte hai.jaise ki online money transfer,mobile recharge,iske aalaw aap bahut kuch online kar sakte hai.
net banking ko hum online banking,internet banking bhi kahate hai,Net banking ko use karke account user kisi bhi time apane account ke information ,apane mobile,laptop,computer se internet ke help se recive kar sakte hai.
Or Is service ke help se bank user ko bank me kisi jankari ke liye bank me jane ki koi jarurt nahi hai.aap internet ke jariye aap ghar par baithe online banking kar sakte hai.
mobile se net banking kaise kare
net banking service ko recive karne ke liye aapko sabse pahle net banking activate karna hoga.or aapko is kam ke liye bank me jane ki koi jarurt nahi hai,
aap pane mobile,computer,laptop se bhi kar sakte hai.isko karne ke liye aapke pass internet hona bahut jaruri hai.Agar hai to aap step ko follow kare.
11. Mobile banking register karne ke liye aapko apane jis bank me account open kiye hai to aap us bank ke official website par jaye.or aap login kare or new user registion par click kare.
Jaise hi aap new user register par click karte hai to aapke samane ek new page open hoga jisme aapko apne bank ke information ko fill karna hoga.
Jaise ki aapko apne bank account number, Cif number, country, branch code, the facility required, register mobile number and uske bad me aapko captcha ko fill karna hai.
3.online mobile banking me aapko tree option milega,jisem aapko select karna hai.
1.full transaction right:-aap Iske name se hi jan gaye honge ki ye option kya kam kart hai.yani ki aapke account par pure control rahta hai,agar aap Es option ko select karte hai to.
2.limit transaction right:-agar aap isko select karte hai to aapke apane account me limit service receive hogi.
3.view right:-agar aap Es option ko select karte hai to apake account ke found transfer rahega.
jaise ki aapke service vanchit rahegi.aap isme keval apane account ke balance ke len-den ko information recive hogi.
4.jab aap sari information ko fill kar lete hai to aapko submit button par click karnah oga.
jaise hai aap click karte hai to aapke register mobile par ek OTP aayega jiske dalne ke bad aapke net banking activate hoga.
5.agar aap apne ATM ke help se mobile net banking activate karna chate hai to aapko I HAVE MY ATM CARD ke option ko select karna hai.
or aapko apane ATM ko verify karna hai ATM ko verify karne ke liye aapke account se 1rs ko transaction karna hoga,activate karne ke liye aapke charge nahi lagega.
ye keval conformation ke liye hai.or aapke sare transaction complete hone ke bad aapke mobile net banking sbi activate ho jayega.
6.ATM CARD ke verify karne ke liye aapke atm card ke kuch details fill karna hai,jaise ki atm card number,holder name,pin code aapko dan hai.
or iske bad aapko catcha code dal kar submit button par click kare.
Jaise hi aap submit button par click karte hai to aapko phir se ek new page open hoga,jisme aapko 1rs ko transaction karna hoga,
uske bad aapko pay button par clik kare uske bad aapke account se 1rs cut jayega.or aapke register mobile number par ek massage aayega.
7.aapke register mobile par sms me aaye huye aapke account ke information par aap click karke aap strong password choose kare
or uske bad aapke mobile par ek sms aayega jisme aapko mobile online banking ke security massage aayega.
to aap samjh le ki aapke net banking activate ho gaya.
mobile banking chalu karne ka eliye aapko sabse pahel registion
karna hoga,or register karne ke liye aapko apane account open
kijiye.or aap us mobile number par net banking le sakte hai jo apane
account open karte time number diye the aap us par net banking le sakte hai.
2.sabse pahle aap mobile net banking app ko apane mobile me install kare.
3.ab aap apane register mobile number se 9223440000 par mbsreg type karke massage send kare.
4.jaise hi aap massage karte hai to aapko sms me user id and mpin milega.
5.ab aapko apane mobile me jo app ko install kiye hai to aap usko open kare uske bad aap aaye huye sms me user id and main se login kare.
6.jaise hi aap login karte hai to aap apne hisab se strong mpin ko
choose kijiye.iske liye aapko ek option bhi milega.or ye aapko
strong rakhana bahut jaruri bhi hai.jiskei help se aap apane mobile
me login kar sakte hai,password change karne ke bad aap ok par
click kare.
7.ab aapko GPRS activate karawane ke liye ek massage aayega jisme aapko interjection milega to aap waise hi kare.
8.jaise hi aap sms ko send karte hai to aapke register success ho jayega,ab aapko activate karne ke liye atm ke jarurt hogi.
Mobile ke help se aap online money transfer ,mobile recharge,and aap kisi ke paise ko pay kar sakte hai..
Main aapko is post me mobile bankking in hindi me puri jankari diye hai.to dosto aapne dekhe ki kis trah se met banki ko mobile se kar sakte hai.
or ise karna bhu bahut jaruri hai aaj ke time me agar aapne abhi tak se nhai kiye hai to aap jaldi se kar lejiye.
Aap post padhane ke bad comment me bataye ki aapko post kaise laga.or aap is post se kya learn kar paye.
Mujhe ummid ahai ki aapko ye post bahut ache lage hoga agar aapko ache laga hai to aap is post ko
facebook,twitter,pintrest,whatsaap par share karna na bhule.