jab aap apane blog par post ko likh kar publish karte hai to search engine aapke post ko index karta hai to aapke post par focus nahi karta hai.
sabse pahle focus aapke image and backlinks par karta hai.tab ja karke aapke post ko index karta hai to hum is post me bat karenge ki blog ke liye seo friendly images kaise banaye.
website blog me photo ki bahut jaruri hai kyoki photo ko add karne koi bhi visiter ko samjhane me help karta hai.
website blog me photo ki bahut jaruri hai kyoki photo ko add karne koi bhi visiter ko samjhane me help karta hai.
agar image ko blog ki post me lagate hai to website ke look or bhi better ho jata hai.internet par moujood kai aise new blogger hai jo ki post ko follow karke samajh nahi pate hai.j
abki we image ko dekh kar asani se samjh pate hai,or aap jante hi hai ki sabhi bloggers apane blog ke post me image ko use karte hai.
but we nahi jan pate hai image seo friendly hai ya nahi.to ki bat nahi hai is post me aap jan payenge.
jaise ki aap jante hai ki website ke traffic kitana jaruri hai blogger hi sirf jante hai.but aap apane blog par post ko likh kar usme photo bhi laga liye hai.
jaise ki aap jante hai ki website ke traffic kitana jaruri hai blogger hi sirf jante hai.but aap apane blog par post ko likh kar usme photo bhi laga liye hai.
or aapke photo ke search engine index na kare to aapko bahut hi preshani ke bat hai aap iske bare me achhi tarah se soch sakte hai.jitna aapke post writing visitors ko attract lagata hai.
usse kahi jayda aapke visitors post image ko dekh kar aapke blog par aana pasand karte hai.
kyoki aapke image se usko samajhane me kabhi help milta hai.aapke post writting se pahle aapke post image ko follow karta hai
kyoki aapke image se usko samajhane me kabhi help milta hai.aapke post writting se pahle aapke post image ko follow karta hai
kyoki sabse pahle aapke post image ko index karta hai.to hum janege ki search engine friendly kaise baneye.mara kahne ke matlav ye hai
ki aapk aise image ko search engine friendly banaye jise search engine support karta ho
Blog Ki Images Seo Friendly Kaise Banaye
blog post likhene ke bad blog ko better banane ke liye ek image ke jarurt hote hai jisse apane blog me lagane ke bad bahut acchi post dekhai deta hai.
agar aapke post me image nahi hai to aape post ek dum bor lagega.uske sath sath aapke image seo friendly hona bahut jaruri hai.jisse aapke post bhi google me ranka kare.
Blog Ke image Compressor kaise Kare
jab aap image blog me add karte hai to aapke image size kam hona chahiye kyoki ye google bhi kahata haiki post me kam se kam 100 kb ke aapke image hona chahiye.to aap hamesha try kare ki aapke image 100 kb se bhi kam ho to utana hi better hoga.
1.image size
har bloggers ye janna chahte hai ki blog me kitane kab ke image ko upload kare to main aapko bata du ki aapke post ki hisab se image ke size hona chahiye.aapke post kis hisab se hai
Blogger Images SEO Friendly Kaise Banaye
website ke post me image rahta hai to usko visitors bahut pasand karte hai but image hone ki wajah se website ke loading speed par asar padata hai.
but aap apane post me tabhi image ko use kare jab aapke post me image ki jarurt ho.jab post me image ko upload karne se pahle kuch impotant editing karna hai seo friendly banane ke liye.
to main aapko iske bare me pura details me batane wale hai.to aaiye jante hai.
1.image size
har bloggers ye janna chahte hai ki blog me kitane kab ke image ko upload kare to main aapko bata du ki aapke post ki hisab se image ke size hona chahiye.aapke post kis hisab se hai
to aap usi hisab se image ko use kare.but image ko asar seo par nahi padat hai.but aap image ki size kam-se-kam 100kb ke andar hi rakhe to accha rahega.
agar aap apne image ke size ke kam karna chate hai to aapko bahut se online image compressor tools mil jayega.
agar aap apne image ke size ke kam karna chate hai to aapko bahut se online image compressor tools mil jayega.
jisme aap apane image ko upload karke image ke size kam kar skte hai.or aapke image ke quality par koi asar bhi nahi padega.
2. Rename
post me image ko upload karne se pahle aap apane image ko rename karna bahut important hai.
2. Rename
post me image ko upload karne se pahle aap apane image ko rename karna bahut important hai.
waise to aap bad me bhi kar sakte hai but aapko bahut mehant karna padega.agar aap upload karne se pahle change kar leta hai to bahut accha baat hai.
image ko rename karna seo ke liye bahut hi important hai.agar aap rename nahi karte hai to aapke image ko search engine ke samjhane me bahut time lag jayega.
image ko rename karna seo ke liye bahut hi important hai.agar aap rename nahi karte hai to aapke image ko search engine ke samjhane me bahut time lag jayega.
to iske liye rename karna bahut jaruri hai.jaise ki aap image me dekh sakte hai.
3.Alt Tags Names
jab post me image ko uploas karte hai to image ko optimiza karna bahut jaruri hota hai.but aise new bloggers hai jo ki usko pata nahi hota hai or use ingonar kar dete hai.
agar aap image ko optimiza nahi karte hai to waise lagata hai jaise ki bina name ke koi insan.or jiska name hi nahi rahega to usko kon puchega agar aap post me image ko add kiye hai.
to usme aapko alt tag and name add me image ke name add Nahi kiye hai to visitors and search engine ko samajhane me bahut problems hoti hai.
main yaha par SMA ke image le rahe hai jise hum aapko sma ke image optimiza karne karne ke bare me batayenge.

to aaiye jante hai ki kaise seo friendly banate hai.agar aapko samajh me na aaye to aap image me dekha skte hai.
1.title text-me aap name likhe jaise ki maan ki mujhe support me arah.
2.alt text- me aap uske bare me likhe jaise ki supportme arah-blogging ki janakari hindi me.
4.Add coption
image coption ko aap chahe to likh bhi sakte hai.agar aap likhana nahi chahte hai to aap isko skip bhi kar sakte hai.

iska utana jaruri nahi hai.or na hi ye koi seo ke hisa hai,post me use kiya gaya photo kisi aap dusre website se download karke use kye hai to aap usko credit de karke aap caption ko use kar sakte hai.
aapko pura pata chal gaya hoga blog ki images ko seo friendly kaise banaye agar aapke seo friendly banane me koi problems aa rahi hai to aap mujhe comment kar skte hai.
I hope aapko ye post bahut hi pasand aaye hoga agar aapke ye post pasand aaye hai to aap hamre blog ke subscribe kar sakte hai kyoki main apane blog par aise hi post ko dalte rahte hai.

Tags
Seo