jahe aapko LGP,rasan card ke liye aapko aadhar card link karwana padata hai. aapke pass yadi aadhar card hai to aap sharkari yozana ke labh utha sakte hai.
yadi aapke pass aadhar card hai to thi hai.nahi hai to aap sabse pahle aap apna aadhar card banwa lijiye.to hum es post me aapko bataunga ki aap aapke pass time nahi hai
bank me jane ke or aapko jaruri hai bank account se aadhar card link karwana to aapko preshan hone ki jarurt nahi aap aap ghar par baithe aap apne bank account se aadhar card link
kar skte hai.main aapko pahle ke post me bata chuka hu ki bank account ke paise aap kaise check kar skte hai sirf ek missed call kar ke
jaise ki aapk log jante hai ki bank aacount se aadhar card link karwan kitana jaruri hai jahe we bank asix bank,sbi bank,canara bank,hdfc bank,pnb bank,icici bank ,bank of india,ho
kar skte hai.main aapko pahle ke post me bata chuka hu ki bank account ke paise aap kaise check kar skte hai sirf ek missed call kar ke
jaise ki aapk log jante hai ki bank aacount se aadhar card link karwan kitana jaruri hai jahe we bank asix bank,sbi bank,canara bank,hdfc bank,pnb bank,icici bank ,bank of india,ho
jahe koi or bhi bank kyo na ho aapko aadhar card ko link karwan kitana aniwary hai.yadi aap aadhar card ko bank se link kar liye hai to bahut hi accha hai.
yadi aap abhi tak se bank account se link nahi kiye hai, to aap es post ko pure padhe or aap apne aadhar card ko link kar bank se yadi aap link nahi karte hai
to aapke bank account ho skta hai ki close bhi ho skta hai.yadi aap link karna chahte hai to aap es post ko follow kijiye aap ghar baithe link kar skte hai.
⏩ Internet Security kaise Rakhe
dosto jaise ki aap jante hai ki aadhar card ko kisi bi kam ke liye kitan impotant hai,jahe we private company ho
jahe we sharkari kam ho aapko har jagah par addhar card ke kitana jarurt hai aap khud hi pata kar skte hai .dosto aapko bataunga ki aap bank account se aadhar card kaise connect kar skte hai.
to aap hame follow kijiye aapko malum chal jayega ki aadhar card kaise link karte hai.
01.sabse pahle aap internet banking se bank ko aadhar card se link kare
1.aadhar card ko bank se link karne ke liye aap bank ke official website par jaye.
2.uske bad aap Internet Banking Login kijiye.
3.login karne ke bad aapko right site me aapko my account par click kijiye.
click Karne ke bad aapko niche side me Link Your Aadhar Number show Karega to AAP us par click kare.
ab aapko sare details fill Karna hai
Transaction Account ko select kare
aapko next option me automatic mobile number select ho jayega.
ab aap aadhar card ke number ko daliye.
jab aapke sab form fill kar liye hai.to aap submit button par click kare.
ab aapke bank account se aadhar card link ho jayega to aap aise internet ke jariye bank account se aadhar card ko add kar skte hai.
Aadhar Card Kyo Link Kare
aadhar card link karwana bahut hi jaruri hai. yadi aap aadhar card ko bank se link nahi karte hai to ho skta hai aapke bank account close ho jaye.
or aap lpg gais ya rasan card se link karwa sakte or aap sarkar yozan ke labh le skte hai.eske liye aadhar card bank account se link karwan bahut hi impotant hai..
Aadhar Card Bank Account Se Link Kare
main aapko bank account se aadhar card ko link karne ke liye two method bataunga.jisko aap apne hisab se bank se aadhar card connect kar skte hai01.sabse pahle aap internet banking se bank ko aadhar card se link kare
1.aadhar card ko bank se link karne ke liye aap bank ke official website par jaye.
2.uske bad aap Internet Banking Login kijiye.
3.login karne ke bad aapko right site me aapko my account par click kijiye.
click Karne ke bad aapko niche side me Link Your Aadhar Number show Karega to AAP us par click kare.
ab aapko sare details fill Karna hai
Transaction Account ko select kare
aapko next option me automatic mobile number select ho jayega.
ab aap aadhar card ke number ko daliye.
jab aapke sab form fill kar liye hai.to aap submit button par click kare.
ab aapke bank account se aadhar card link ho jayega to aap aise internet ke jariye bank account se aadhar card ko add kar skte hai.
02 2nd method
aab aapko dusre tarika batate hai jisse aap apne bank account ko aadhar se link kar skte hai.
yadi aap bank account jise time open kiye the to aap register me mobile number dale hi honge.to aap us register mobile number se massege box open kijiye.or uske bad me aap massage me type kijiye.
UID<Space> Aadhaar Number<Space>Account Number
jab aap pur type kar lete hai to aap 567676 Number par send kar dijiye.
jaise hi aap es number par send karte hai to aapko ek massage ki aapke Mobile Number Link hai ya nahi aayega.
ab aapke Aadhar Card Bank Se Link Hai Ya Nahi janne ke liye aap niche ke step ko read kijiye.
Aadhar Card Bank Account Se Link hai ya nahi pata kare
01.method
intenet ke jariye pata kare ka aadhar card link hai ya nahi.
sabse pahle aap UIDAI ke official website par jaye.
jab aapke official website open ho jata hai to aap Aadhaar Services ke Coloum ke niche Check Aadhaar & Bank Account Linking Status par aap click kijiye.or aapko
click karne ke bad aap page par jaye or aap aadhar card ko fill kijiyeor uske bad aap aadhar card ko 12 digit ke number daliye.
or uske bad aap Security Code ko dale
dalne ke bad aapke screen par OTP ke option dekhai dega to aap us par click kijiye.
OPT ke option par click karne ke bad aapke ragister mobile number par ek massage aayega jisme aapko 6 digit ke number hota hai jise OTP kahte hai.ab aap us Otp
ko dalna hoga.jaise hi aap dal lete hai to aapke Bank Details & Aadhaar Details aa jayega.to aapko malum chal jayega ki bank se aadhar card link hai ya nahi.aise karke aap pata kar sakte hai link hai ya nahi.
02.2ndmethod
ab aapko SMS ke jariye bank se aadhar link hai ya nahi pata karna hai.
sabse pahle aap mobile ke dialer ko aap open kijiye.
uske bad aap ye*99*99# number ko Dial kijiye.
uske bad aapko aadhar link ke option aayega to aap 1 ko type kijiye.or aap send kar dijiye.
ab aapko 12 Digit ke number ko type karke send kar dijiye.
ab aap conformation ke liye aap 1 type karke 12 digit ke sahi se number dal kar send kar dijiye.l
send karne ke bad aapko pata chal jayega. bank account se link hai ya nahi.
I hope aapko ye post pasand aya hoga yadi aaya hai to aap hamre blog ke subscribe kar skte hai.
kyoki mai har roz new post ko update kar hu or aap kisi bar me jankri chahte
hai aap comment box me type kar sakte hai.
yadi aapko link karne me koi bhi presani ho to comment kar skte hai nahi to aap whatsapp par chat kar skte hai.
mere bade bhai aap se ek request hai ki aap
social media par shar karna mat bhuliyega.phir milte hai next post me.
Tags
bank