Hack Facebook Account Ko Hone Se Kaise Bachaye

hack Facebook account ko hone se kaise bachaye : Aaj Kal sabhi log facebook account ko istemal Karte hai.



or bahut se facebook hacker Bhi hai jo ki aapke Facebook hack karne ke Piche pade rahte hai ki kab kiske Facebook account hack ka le 


or aapke personal information ko link kar skta hai .aaj ke time me har kisi ko dusman pich pade hi rahate hai.or aapke personl details ko hack karke uske galt fayde uthate hai 



aise me aapko pershan hone ki jarurt nahi hai main aapko es post me bataunga ki aap apne  account ko hone se kaise bachaye ja skta hai.
hack facebook account ko hone se kaise bachaye


Facebook hack hone ke Karn hamare hi galti hote hai kyoki aap aapne facebook ko security tait nahi karke rakhate hai 



or aap aapna facebook ko hack hone se nahi rok pate hai.but main aapko es poat me fb hack se bachane ke bare me pure deatails me jankari aapko bataung.


jisko aap follow kar ke aap apne facebook id ko hack hone se bacha sakte hai.or aapke facebook id ko secure kar sakte hai to chaliye 


main aap log ke pur jankari batate hai ki facebook account ko kaise secure kar skte hai.


facebook aapke account ko khud secure karke rakhata hai.but aap aapne account ko secure rakhne ke bahut se option hai 


jinko aap use karke aap facebook id ko secure kar sakte hai.or aap facebook lite ko use karte hai to aap es post ko follow karke aap hack hone se bacha sakte hai 


how to create WhatsApp sticker android 
youtube se video kaise download kare

Facebook Account Secure Kyo Kare


facebook account secure kar se aapke ye fayda hai ki aapke koi personal information ko hack na kar paye,maan lijiye ki aap apne Facebook ko pure tarah se control kar rahe hai.



thik usi tarah se hacker bhi aapke Facebook id ko hack karke pura aapke account par control kar sakta hai 


or bina aapke permission ke jo chahe aapke facebook se personal information ko galat faiyda utha raha hai.


to eske liye aapko aapna facebook acchount ko hack hone se bachana hai. to chaliye eske bare me jante hai ki kaise bachana hai.



Hack Facebook Account Ko Hone Se Kaise Bachaye-Top 5 Tarika


whatsapp hack hone se kaise bachaye


1#  Enable Login Alert


ye facebook ke best feature hai AAP aapne facebook me jarur enable kar dijiye.esko enable karne se ye fayda hai


 ki aapke Facebook account ke koi bhi open kare to aapke pass ek notification pahuch jayega.or jo aapke account me login karega.


to uska notification aapke Gmail id,ya jo aapne aapne facebook me mobile number dale hai us par aapke notification mil jayega



jisko aap read kar ke aap apna facebook account hack hone se bacha sakte hai.


 logine Alert Enable karne ke liye 

1.aapko sabse pahle facebook me login kare kare


2.ab AAP apne account ke setting par click kare


3.last me aap login Alert ko Enable kar dijiye.


#2. aap aapna fb password starong rakhe


jo ki aapke fb account ko hack naa kar paye,jaise ki bahut se log hai jo ki password ke jagah par we aapna mobile number hi rakh dete hai ya aapna name rakh  dete hai 

jo ki hacker simple trike se hack kar leta hai aap aapna password strong rakhe.jaise ki 23 kar ke rakhe.


#3.Hide basic information


aap aapne jo bhi contact & basic information dalte hai facebook me to aap hide kar dena chahiye taki aapke basic information ko koi link na kar paye.


basic information hide karne ke liye 

1 sabse pahle fb login kare
2.ab aap aapne Facebook profile par click kare


3. aap aapne ABOUT par click karke aap mobile number & E-MAil  id ko only me kar dijiye


#4. setup two factor authentication

aap aapn facebook ko or secure karne ke liye aapko more secure ko use karna chahiye ye bahut hi badiya feature hai jo ki aapko ese enable kar chahiye 


jab aap isko enable kar dete hai to aapke fb account asani se hack nahi hoga.


jab aap setup two factor authentication ko enable karke rakhte hai to aapke facebook koi bhi open kare to aapke mobile phone par ek OTP aa jayega jis


ke aap apne facebook me ENTER kar ke login kar sakte hai.


agar galti se password kisi ke hath me chala gaya to aapke account kabhi bhi hack nahi kar payega.


internet safety and security tips in hindi


two-factor setup enable Karne Ke Liye

1.sabse pahle aapko fb me login kare

2.ab AAP setting par click kare

3.phir AAP security & login kare

4.last me AAP set up two-factor authentication ko enable kar sakte hai.


#5.use trusted contacts

agar aapke facebook galti se hack ho jata hai to aap  trusted contact ke featur ko use karke aap aapne fb ko recover kar sakte hai.


main aap se kahunga ki
aap es featur ko jarur enable kar ke rakhe.taki aapke bhavisy me koi preshani hot hai to aap ese use kar sakte hai

trusted contact ko enable Karne Ke Liye 


1.sabse pahle aap apne fb me login kare


2.ab aap apne fb ke setting par click kare


3.phir AAP security & login par click kare 


4.last me aap apne 4 se 5 friends ko add kare


I hope aapko ye post me di gayi jankari aapko pasand aaya hoga,or aapke pasand aaye to hamare blog ko subscribe kar lijiye next update ke liya.

 or aap
apne dosto ke sath share kar dijiye.

yadi aapko hack facebook account ko hone se kaise bachaye ke bare me koi sawal ho to AAP comment box me kar dijiye 
   

       

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form