Google Disavow Tool Se Bad Backlinks Remove Kaise Karte Hai


bad backlink kya hai or isse kya nukasan hai to main aapko is post me batayenge ki google disavow tool se bad backlinks remove kaise karte hai 



jaha par high-quality backlinks se website ke ranking search engine me badhati hai to wahi par bad backlink se website ke ranking down hoti hai.


to aap apane site se google disavows tool se bad backlink ko remove kar de to aapke search engine me koi asar nahi padata hai.


to Is post me hum bat karne wale hai google disavow bad backlink remove karne ke bare me.


to aap Is post par bane rahe kyoki aapko is post me bad backlinks ko remove karne ke bare me batayenge.


google disavow tool se bad backlinks remove kaise karte hai

low-quality backlinks banane se aapke site par negative asar hota hai.agar aap kisi spam website par ja karke Free link building karte hai 


to we link aapke site ke negative karta hai.jo ki ye SEO ke liye bilkul sahi nahi hai.

to aap jab bhi kisi website se backlinks ko banaye to aap usko ek bar check kijiye ki kahi par we website spam to nahi hai.


agar aap span blog se backlink bana liye hai to aapke website ke ranking ko down karta hai.


to aap jab bhi apane site ke dusre site se link kare to aap us site ko ek bar jarur check kijiye.


ki kahi par we website to spam to nahi hai.agar spam hai to aap us site ny se banklink na banaye.

ye aapke site ke liye bahut hi hani kark hai.kuch aise competitor hai ki site ke ranking ke down karne ke liye bad backlinks ko generate  karte hai 


bad website se.to isse bachane ke liye google and bing ne diswov tool ki lunch kiya hai.taki spammer valid website ko rank kam na kar sake.


Google Disavow Tool Kya Hai


google disawov aisa tool hai jisme aap apne website bad backlins ko submit karke aap google ko bata sakte hai 


or aap bad backlink ko remove bhi karwa sakte hai.or submit karke google ko bata sakte hai 
ki we bad backlinks ko ranking me na de.


sabse accha baat ye hai ki ye part google search console ki hi hai jo ki aap use jante hi ki ye bilkul free hai.webmaster ko use har blogger karte hai.



to aap isme apane bad backlinks ko remove karwa sakte hai.


ye tool me bad backlinks remove karne ke liye sabse accha hai.

jab aap apane bad backlink ko pata kar lete hai or jise site se aapko bad link mila hai us site owner se contact karne ke bad bhi aapke bad link ko delete nahi karte hai



 to aap Is tool ke help se bab backlinks ko google disavow kar sakte hai or aapko jaha se bad link mila hai usko remove karwa sakte hai. 

to aapke bad backlinks ko google fitter karke aapke bad backlinks ko search engine me show nahi karega jisse aapke site ke ranking down nahi hoga.to aaiye jante hai ki kaise google disavows karte hai.



Google Disavow Tool Ko Use Kaise Kare


main aapko google disavow tool ko use karne ke bare me bata rahe hai to aap isko achhe se padhe or padhane ke bad tabahi aap isko use kijiye 


nahi to aap thoda sa bhi galti karte hai to aapko problems ho 
sakti hai to aap in baato ko apane dhayan me rakhe.

➧ Submit Bad Backlinks to Google Disavow Tool


Website  Bad Backlinks Ke List Banaye

aap sabse pahle apane website ko bad link ko list banaye jaha se aap apane website ke liye backlinks banaye hai.or aap jis bad links ko google disavow karna chahte hai.ya bhi aap nahi khoj pa rahe hai 


to aap web master tool se jaha par aapke website ke sare links point hote hai to aap waha se bad backlinks ke list ko download kar skte hai.

nahi to aap kisi thard party ke tools ko use kar sakte hai jaise ki Ahref and Semrush tool ko use kar skte hai ye tool bahut hi popular tools hai



 jise har site owner use karte hai.aap isem apane website 
ke url ko dal kar check kar sakte hai ki kon new backlinks hai 

or kon dead links hai aap bad links check karne ke liye is tool ke use kar sakte hai.

agar aap google search console se bad links ko download karna chahte hai to aapko sabse pahle google search console me jaye or aap sare bad links ko download kijiye.

1.Left sidebar me Search Traffic >> Link to Your Site par jaye.

yaha se aap links ko download kar skte hai download karne ke liye aapko three option milega jis par aap click karke download kar sakte hai 


jaise ki Download this table, Download more sample links ya 
Download latest links.

jab aap backlinks ko download kar lete hai to aap manually un backlink ko review karke aap bad backlinks ko text file banaye.


nahi to main aapko upar bataeye hai ki aap A href and Semrush 
tool ko use kar sakte hai bad backlink ko alag karne ke liye.


agar aap bad baclinks ko manually review karte hai to bahut accha hai.nahi to aapke  high quality backlink ko disavow na kar paye.


agar aap apane website ke pura link spam mila hai to aap  domain ko disavow karna chahte hai 


to aapko sabse pahle apane website ke domain url www.example.com type kare.or aap uske liye per line one URL add karna hai.

jab aap file ko pura kar lete hai to aapko phir se ek bar  review kar lijiye.taki jab aap disavow kare to aapko koi pareshani na ho.



Bad Backlink Ko Disavow Kaise Kare

bad backlink ko disavow karne ke liye aapko sabse pahle google 

disavow tool par jaye or jaha par apane website ke bad backlink text file me add kiye hai to usko ek-ek karke aap bad link ko submit kare.

1.sabse pahle aap google disavow par jaye uske bad aap apane domain par click kare.jisme aapko apane website ke bad link ko disavow karna hai.

2.ab disavow link par click kijiye.
 choose file par aap click kijiye uske bad aap sare links ko browser me upload kare.



uske bas aap Submit button par click kijiye.

3.backlinks ko upload karne me aapko kuch time lagega to jaise hi aapke sare file upload ho jate hai to aapke sare backlink show hoga jise aap disavow kiya hai.

jab aapke file upload ho jate hai to aap Done par click kare.

Congratulations! aap apane bad links ko google disavow me submit kar liye or aap mail confirmation ke liye aapke ek mail aayega.

1.Aap Disavow Links par click karke confirm kar dijiye ki file submit 
huyi hai.

ab aapke website ke ranking improve hone me aapko 1-2 week lag jayega jise aapke page ko google re-crawl and index karega.


agar aap aane wale time me google disavow ke use karana chahte hai to aapko bataye gaye step ko follow kare 


or aap new add par click karke google disavow me bad links ko submit kare.or ha aap 
tabhi google disavow tool ke use kare jab aapke website spam ho to nahi to ye aapke liye nahi hai.


jab bhi google disavows ke use kare to aap soch kar hi use kar nahi to aapke liye ek bad problems ban sakte hai.


ab to aap jan gaye honge ki google disavow tool me bad backlinks ke kaise use karte hai.


or aap iske bad links ko submit kaise karte hai jan gaye honge.agar aapke koi sawal hai to aap comment kar skte hai.


I hope aapko ye post bahut hi pasnd aaye hoga agar aapko ye post pasnd aaye hai to aap hamre blog ke subscribe kar sakte hai 

or aap is post ko social media par share karne mat bhule agar aap share karte hai to aapke friends and ristedar ke help mil sake. 

JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form