google play services kya hai

Google Play Services Kya Hai Or Iska Kya kam Hai

Hum sabhi android phone ko use karte hai or har android phone me google play store rahata hi hai.or iska kya hai kya jante hai yadi aap nahi jante hai to aapko es post me google play services kya hai 

iske bare me pure jankari aapko es post mebatayenge.ki play store ke kya kam hota hai.iska mobilep hone me hone kitana jaruri hai or ye kam kya karta hai aapke in  sabhi sawlo ke jawab is post ko padhane ke bad mil jayega.to aaiye jante hai.
google play services kya hai


jab ko user apne mobile ke play store me ja karke kuch bhi new install karte hai jaise ki aap game, application etc.install  karte hai mobile me kyoki koi bhi jahe new game ho ya koi application aapke android mobile me run karne ke liye bahut important hai

google play store ke agar aapke android mobile me google play services ho to aapko update karne ke liye aapke  mobile me notification mil jata hai.yadi nahi hai usko apne mobile me install karna hota hai.

∎ Adobe photoshop kaha se download kare

google play services koi android apps nahi haiye balki ApIs ke ek bad packge hai.jo ki iske sath close link hota hai ya apps android os ke upar depent karta hai.

andoid use bahut se hai jo ki mobile ko chalana jante hai.but google play services ko kya hai iske bare me kuch nahi jante hai to main socha ki kyo na iske upar ek post likh de taki reader ko help mile uske sath-sath jo android phone ko use kar te hai

uske bhi iske bare me thoda bahut jankari ho jaye ki play store kya hai or iska kyo smartphone me hona jaruri hai.to der kis bat ki hai aaiye jante hai iske bare me pure details se.


Google play services kya hai

Bahut se android user hai jo ki google play store ke android apps jante hai.to main aapke pahle bata de ki ye android apps nahi hai.aap jab chahe tab aap isko open kar skte hai.


ye har smartphone me by defoult instal rahata hi hai.isme koi bat nahi hai ki ye install na rahe.kabhi-kabhi ye aapko notification bar send karta hai ki aap isko update kare.isme aapko bahut se permission ki jarurt hoti hai.


isko anroid me hone se aapko sms ko access and control karna senstive logo data ke upar access karana.google apps ko access ko information karna aise bahut se hai.jisme aapko google play store me karna hota hai.

Web browser kya hai 

main aapko simpale languge me kahu to ye ek tarah ke apps hai.but android system ke sath closely links hota hai.or ye APIS ke ek package hota hai.isko programmers assist kahte hai google services ko allow karte hai 

ya apps ek dusre ke sath easly communicate karte hai.iske jariye aapko aise bahut se aap apne android mobile me apps ko istall kiye hai isko hone se aap apne mobile ke sare apps ko update kar skte hai.


Google services ke kam kya hai

minor smartphone revolution google service ko maana jat hai.jab google map me google service nahi tha to sirf apps ko update karna padta tha.but abhi hame google maps ko update karne ke liye wait nahi karna padta hai kyoki google play service ke wajah se automatically update ho jata hai.

aap google services ke sahi use karke aap android version ke 2.2 up ka faida le skte hai ye ek prakar ke fencing in fragenation hot hai.jo ki sabhi android user iske maze le skte hai. 

Laptop ke virus remove kaise kare

Kya Google play services ko desble kar skte hai



ji ha, aap isko disable kar skt hai lekin aap disable kar denge to aap new apps kaha se download kar payenge.or aap apne mobile me kais run kar payenge.iske liye aap eko disable na kar to accha hai

 kyo ye isme aap jo bhi apps istall karke aap use karenge we apps aapko safe milega.Agar aap third party se download karke aap use karenge to aap jante hi honge ki kya nukasan ho sakta hai iske liye aapke mobile me hona bahut jaruri hai.


kabhi kabhi aapko google play servic me common issus ke samana karna pad jata hai aapko ye error massage milane ke bad aapke services stop ho jata hai.

to aapko preshana hone ki jarurt nahi hai aapko koi game ya application ko install hone ya grac hone me fail ho jate hai to aisa problems ho jate hai.to isko fix karne ke liye aapko apne android mobile me ja karke setting karna hot hai.

bas aapko apane android phone me ja karke aap sare chach ko setting me ja karke aap clear kar dijiye.


sabse pahle aap apne android phone ke mobile me ja karke aap menu ko open kijiye.


1.apps par click kare
2.google play service
3.tab aap force stop button apr click kare.
4.uske bad aap chach clear button par click kare.

click karne ke bad aapke mobile ke share chach clear ho jayega.

google play service ko update kaise kare

ye akar google ke background apane aap update hota rahta hai.but jab hum koi lamba update karte hai to google service update nahi hota hai isko manually karna padata hai.

agar aap update karna chate hai to aap apne mobile ke google play store me ja karke aap google play store ko open kijiye uske bad aap google service ko search karke aap upadate kar sakte hai.


yadi aapko karnae me koi preshani ho rahi hai to aap mujhe comment kar skte hai main aapke problems ko solve kar dunga.



Asha karta hu ki aap  google play services kya hai 
ye post padhane ke bad bahut hi pasand aaye hoga yadi pasand aaye hai to aap hamre blog ke subscribe kar saktskate hai kyoki main is blog par aise hi post ko dalte rahte hai.

yadi aapke pass thoda sa bhi time hai to aap hamre post ko social media par share kar dijiyega.taki or kisi ko is post padhane ke bad iske bare me acche se jan paye.



JayPrakash

मैं जयप्रकाश इस ब्लॉग का संस्थापक हूं| और मैं अपने पाठकों के लिए नियमित रूप से रोज नई जानकारी शेयर करता हूं ताकि मेरे पाठक पढ़कर कुछ नया सीख सकें|

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form